Mr Manohar Foji
Hello friends
Mera Name Manohar Kumar Manmohan Hai Mai Retire Foji Hu.. Mai Indian Army Me 22 years Desh ki sewa Kiya hu. Ab Mai aksar Samaj sewa me wakt Diya karta hu.. sath hee mai entertainment,singing and training ka bahut saukh hai. Mera channel par isi type ka video milte rahega. Aaplog dher sara pyyar aur aashirwad dijiyega Jo ki aur mera manowal badega aur Mai aajiwan desh ki sewa me samarpit rahunga.. Namastey, pranam, Jay hind Jay bharat, @indianarmy...🙏🙏🙏🙏😊😊