Cooking With Shahbaz

Assalamu alaikum
Main hun Shahbaz Minhas aur main ap ke liye laya hun mashoor or mazedaar Pakistani or Indian desi trend khanay. Main apk liye rozana paish karunga Pakistani or Indian nai nai aur aasaan recipes.

Aaj main ap k liye jo video laya hun, is mein main apko banana sikhaunga--
Main apko rozana sikhaunga mazedar or laziz khanay banane ke tarikey. InshaAllah rozana ap se bahot aasan aur mazedar punjabi or desi recipes share ki jaengi. Main apko har trah ki Pakistani, Indian, English, Bengali, Turkish, or Arabic, or is k elawa dunya mein bnai jany wali baki bhi famous recipes or khanay aasan tareekey se banana sikhaunga.

Umeed hai k ap mere is channel se har trah ki recipes banane ka tarika seekhengy, aur mujhy comment mein batayen k apko meri videos kesi lagi hain. Aur kisi bhi apni marzi ki recipe ka tareeqa janny k liye comment box mein message karen.

Aur mujhy support karny k liye ap sab ka bahot shukriya