Sada e waqt

Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh ,

Aapka "SADA-E-WAQT" mein dil se khush - aamdeed hai! aap sabhi ka sukriya jo aapne humein is ilm aur iman ke safar mein apna humsafar banaya. Islam, aur Musalmanon, ki mazbooti ke liye aapki madad ke saath, yeh silsila duniya aur aakhirat dono mein aapke liye barakaton ka zariya banega, InshaAllah!

Is channel par aapko dekhne ko milega:
Des, bides bhar se taza aur most trusted Islamic news, reliable, Sabse latest aur reliable khabrein taaki aap hamesha up-to-date rahen.

Mazhab e Islam ke asal paighaam ko apni zindagi mein apnane ke practical tareeke aur naseehat.

Hamare channel ka maqsad hai aapko sahi, vishwasniya, aur timely Islamic news, dena taaki aap apni Islamic community se mazbooti se jude rahen.

Hum aapse darkhwast karte hain:
Hamare channel ko subscribe, like, aur share, karein taaki ye news har ek Musalman tak pahunch sake. Aapka ek chhota sa amal humare liye ek badi khidmat ban sakta hai.

JazakAllah Khairan.