Nabil Ki Awaz

Assalamu Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuh 🌸

Aap ka khair maqdam hai Nabil Ki Awaz par!
Ye channel aapko dega rooh ko sukoon dene wali Naatein, dil ko jhankajhne wali Taqreerein, Ilmi Bayanaat aur Deeni maloomat jo aapke Imaan ko taza karengi aur aapko Islami zindagi ki taraf raaghib karengi.

👉 Yahan aapko milega:

Naat e Rasool ﷺ ki mehekti awaz

Dil ko josh dene wali Taqreer aur Islami Motivation

Deeni taleemat aur ilm hasil karne ka behtareen mouqa


Aap sab dosto se guzarish hai ke channel ko Subscribe karein, Videos ko Like & Share karein aur apni duaon mein yaad rakhein.
My YouTube channel Link
https://youtube.com/@nabilkiawaz?si=7VBEOcGUU0IwOcvW
My Facebook Id Link
https://www.facebook.com/share/17MwpCRGsp/

🔔 Bell icon press karein taa ke har nayi video ki notification sab se pehle aap tak pohanch sake.

Is safar mein humara saath dijiye aur Islam ki khoobsurti ko phailaiye. 🌙✨

💠 Nabeel Ki Awaaz – Aapki roohani rahnumai ka humsafar 💠