Zaiqay or Pakwan

Zaiqay jo dil ko chu jayein, pakwan jo yaad reh jayein

Welcome to “Zaiqay aur Pakwan” – jahan traditional Pakistani khanon ki khushboo, bakery ki mithaas aur fried snacks ka chatpata zaiqa aik saath milta hai. Yahan milengi aapko easy aur mazedar recipes… chahe wo garma garam biryani ho, tandoori naan, karakare samosay, meethi jalebi ya soft & moist cakes. Har video aapke kitchen ko bana degi zaiqon ka sangam – taki har niwala banay yaadgar.

Subscribe karein 👍 Like karein ❤️ aur shuru karein zaiqon ka safar humare saath 🍲✨