Dharitri Malakar

Main Assam se hoon. Main ek widow hoon aur kai bade struggles se guzar rahi hoon—mere husband aur bhai ka dehant ho gaya, ghar mein income ka koi sahara nahi raha. Meri maa mental health problems se joojh rahi hain aur papa mazdoori karte hain.

Main UPSC ki tayyari karti thi, par mushkil halat ke wajah se padhai ruk gayi. Ab main apni kahani, daily life, aur motivation yahin YouTube par share kar rahi hoon taki jo log mushkil waqt se guzar rahe hain, unhe himmat mile.

Aapka pyaar aur support mere liye bahut maayne rakhta hai.
Channel subscribe karke mere safar ka hissa baniye.