AKC-Think Big & Achieve

Namaskar dosto,swagat hai apka mere youtube chanel think big and achieve per. mai apaka dost amit apko jivan me bada sochane bada karne aur jivan ki uchaiyon ko chune aur prapt karane ke liye duniya ke mahan logo ki motivation bhari salah,sabak hindi me bataunga. Duniya ki best books jo apko jivan me safal banayegi unaki summery aur usme likhi achchhi baten bataunga.