Mukesh Sharma

Hello dosto Namaskar 🙏Radhe Radhe jay sri krishna 🙏
Dosto ye mera vlog channel h ispr m vlog video dalta rahta hun.. Vaise m hun uttar Pradesh se Aur abhi m rahta hun Dubai me.., To dubai me job bhi krta hun aur free time me ghum kr video bhi bnata hun Dubai ki famous jagaho ko explore krta hun Aur mujhe guumne ka bahut shuak h to koshis krta hun jyada se jyada ghumu aur video bnau aur aap log ko dikhau 😊aur agar aap log ko mera video achha lgta ho to mere channel ko subscribe jrur kre 🙏