Gurumarg Kevalaam

iss channel ka uddeshya Param Pujya Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj ke divya 'Ekantik Vartalaap' sessions ko sabhi bhakton aur saadhakon tak pahunchana hai.

Yeh daily sessions (roz ke satsang) bhakton dwara puche gaye un sabhi prashno ka saral, sateek, aur vyavaharik (practical) samadhan pradaan karte hain jo unki bhakti aur adhyatmik unnati (spiritual progress) ko prabhavit karte hain.

Radhe Radhe!

This is not Maharaj ji's real channel, I am also one of Maharaj ji's devotees.

#EkantikVartalaap #PremanandJiMaharaj #VrindavanSatsang #SpiritualGuidance #GurumargKevalam