Quick energy booster | Best remedy for weak eyesight | Amla sonf recipe | By Zahra Ansari
Автор: ⚜️ 𝐙𝐚𝐡𝐫𝐚 𝐀𝐧𝐬𝐚𝐫𝐢 • 𝐅𝐨𝐨𝐝 𝐒𝐞𝐜𝐫𝐞𝐭𝐬 ⚜️
Загружено: 2025-12-24
Просмотров: 56
Quick energy booster | Best remedy for weak eyesight | Amla sonf recipe | By Zahra Ansari
Amla aur Saunf dono qudrati cheezen hain jo sehat ke liye bohat faida mand hoti hain 🌿
Is video mein aap janenge ke Amla aur Saunf khanay se jism ko kya faiday miltay hain aur in ka sahi istemal kaise kiya jata hai.
Amla ke faiday:
✔ Hair fall kam karta hai
✔ Baalon ko strong aur shiny banata hai
✔ Immunity boost karta hai
✔ Skin ko clear karta hai
Saunf (Somf) ke faiday:
✔ Gas aur acidity ka ilaj
✔ Wazan kam karne mein madad
✔ Digestion strong karta hai
✔ Munh ki badboo khatam karta hai
Rozana subah ya khanay ke baad amla aur saunf ka pani ya powder istemal karein aur chand dino mein khud farq mehsoos karein.
Zyada istemal se parhez karein, har cheez me aitdaal zaroori hai.
Agar video pasand aaye to Like 👍, Share 🔄 aur Channel ko Subscribe 🔔 zaroor karein.
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: