Ground ki safai 🏃🏻👟
Автор: Kanha
Загружено: 2025-12-30
Просмотров: 29
Aaj ki video mein humne apne running ground ki safai ki, jahan roz hum running aur workout karte hain 🏃♂️🌱
Clean ground = Healthy body 💪
Safai sirf hamari zimmedari nahi, balki sabki responsibility hai.
Agar hum apni fitness ka dhyan rakhte hain, to apne ground aur environment ka bhi rakhna chahiye ♻️
Is video ka aim hai logon ko motivate karna ki
➡️ running ke sath-sath ground ko clean rakhein
➡️ plastic aur kachra na failayein
➡️ healthy lifestyle apnayein
Agar aapko video pasand aaye to
👍 Like karein
💬 Comment karein
🔔 Channel ko Subscribe karein
#GroundKiSafai #RunningLife #CleanIndia #FitIndia #MorningRun #FitnessMotivation
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: