Digital Calligraphy Course – Day 6 | Ana Muhtarif Al-Khatt / Callipro
Автор: Qasmi Teach
Загружено: 2025-11-27
Просмотров: 189
Aaj ki class mein maine “وَهُوَ عَلَىٰ كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ” ko digital calligraphy mein khubsurti ke saath design karna sikhaya hai.
Is lesson mein specially yeh bataya gaya hai ke
“Alaa” aur “Kulli” jaise alag lafzon ko Edit Path Tool ke zariye ek doosre ke saath perfect tareeke se kaise join kiya jata hai۔
Aap seekhenge:
Word joining ka professional method
Edit Path Tool ka proper istemaal
Haroof ko smoothly adjust karna
Composition aur sajawat ke practical tips
Word joining aur strokes ki common mistakes ka solution
Yeh class un sab ke liye best hai jo Callipro app mein professional digital calligraphy banana chahte hain۔
#DigitalCalligraphy
#ArabicCalligraphy
#UrduCalligraphy
#Callipro
#AnaMuhtarifAlKhatt
#CalligraphyCourse
#CalligraphyDesign
#CalligraphyTutorial
#EditPathTool
#QuranCalligraphy
Welcome to Qasmi Teach!
Is channel par aapko Graphic Designing,
Logo / Poster / Thumbnail Design,
Mobile Calligraphy, Video Editing,
aur har qism ki Technical Maloomat asaan zubaan me sikhai jati hai۔
Yahan aapko Editing Apps, Designing Apps,
Islamic Apps, aur bohot si Useful Tech Updates bhi milti hain۔
Channel ko Subscribe karein aur Bell Icon press karein
taaki har nayi video ka notification turant mile۔
Follow & Contact
Telegram: https://telegram.me/qasmi_teach
Instagram: / qasmi_teach
Twitter: https://twitter.com/Qasmi_teach?s=09
Facebook: / 17ngeueau2
Email: [email protected]
WhatsApp: https://wa.me/message/Y3RJZ2CWGLCAP1
✍ Ikramuddin Saharsawi
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: