Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
dTub
Скачать

Kabhi Toh Chhatega Faza Se Andhera (Full) by Sabri Brothers

Автор: Flower of Eden

Загружено: 2017-07-24

Просмотров: 5102803

Описание:

Kabhi Toh Chhatega Faza Se Andhera by the legendary Sabri Brothers. Beautiful lines sung in even more beautiful melodious style.
Please visit https://maqboolsabri.wordpress.com for more information about Maqbool Sabri and Sabri Brothers

Lyrics & Translation
**Intro**

Jab bhi bol tu bol re bande pehle usko tol
Before you speak, rightly select the words

Bol hi pakde jaayenge tere, bolon ka hai mol
It's your words that get caught, words do have their worth

Bol bahut anmol hai lekin bol hi khole pol
Words are valuable, but many a secrets these very words reveal

Bolne waale daana hai toh bol bade na bol
If wise you are, quit speaking big


**The below lines are about wine of divine love**

Iss mein maikhane ki tauheen hai, rindon ki hatak hai
It's a disgrace to the tavern, insult to wine-lovers

Kam-zarf ke haathon mein agar jaam diya jaaye
If the weak are served this wine

Jo zara si peeke behak gaya use maikade se nikaal do
Throw him out of the winehouse, the one who lost himself with a little sip

Kyun ke yahan kamnazar ka guzar nahi, yahan ahl-e-zarf ka kaam hai
This is no place for narrow-minds, but for generous-hearted

Kyun ke yahan ke aadab aur kuch hain, zara sambhalkar tawaaf karna
Step with care, etiquettes are different here

Yeh husn ki anjuman hai waaiz, maqaam-e-dair-o-haram nahi hai
O preacher, this is a glamour house (to feel the charms), not a place for prayers

Woh dekh charaaghon ke shole manzil se ishaara karte hain
Look, burning lamps are luring the shores..(Goals themselves come in reach if we burn like coals working hard in our endeavours)

(Kyun ke) Khuloos-e-dil ke sajde raigaan jaya nahi karte
Prayers of a sincere heart never go in vain

Aur mohabbat karne waale gham se ghabraya nahi karte
True lovers never worry about their afflictions

Woh dekh charaaghon ke shole manzil se ishaara karte hain
Look, burning lamps are luring the shores...

Tu himmat haare jaata hai, himmat kahin haara karte hain
You keep losing courage, never do the brave lose courage


**Main Lyrics**

Kabhi toh chhatega faza se andhera
Darkness that surrounds (us) would surely fade

Kabhi toh madhur chandni raat hogi
A Beautiful moon-lit night would certainly arrive

Kabhi toh jalenge charagh-e-mohabbat
Lamps of love would light up one day

Kisi roz unse mulaaqat hogi
And there be a tryst with her some day


Agar dam-ba-dam woh hamein yaad aaye
If her memories flood in every moment

Shab-e-gham ki taarik tanhaiyon mein
In the solitude of sorrowful dark nights

Jo bikhrengi zulfen toh chaayenge baadal
(It is like) Clouds spread out as (my) hair tousles

Jo tapkenge ansoo toh barsaat hogi
When tears drop out, rains come down


Ghazab hai idhar meri jaan pe bani hai
Shocking, here I'm losing my life

Udhar unke paon mein mehandi lagi hai
And there she's made up a bride

Agar aise aalam mein bhi tum na aaye
If you don't come even at this time

Toh kyaa hashr ke din mulaqaat hogi
Then is it on resurrection day that we meet

Mareez-e-mohabbat ka hai waqt akhir
This lovesick sufferer is on death-bed now

Khuda ke liye ab toh aajao (warna...)
For God's sake please come atleast now (or else...)

Agar tum na aaye ai jaan-e-masiha
If you don't come, O my saviour

Toh yeh raat phir aakhri raat hogi
This would be my last night


Judaai ke lamhe qareeb aagaye hain
Moments of separation are nigh

Sitaron ke dil doobte jaa rahe hain
Hearts of stars are sinking now

Idhar aao tum ko gale se lagaloon
Come here, let me take you in my arms

Khuda jaane phir kab mulaaqat hogi
God knows when we meet again


Yeh duniya do-rangeen, ajab iski baatein
Double-faced is this world, surprising are its ways

Agar pyar maango toh hasrat milegi
If you ask for love, you get grief

Chaman zindagi ke hazaaron khilenge
Thousands of gardens of life spring up

Magar ek dil ki kali na khilegi
But never a bud blooms that (our) hearts desire


Faza chup, khata chup, zameen-aasman chup, chaman chup, kali chup hai aur kehkashan chup
Silent is the breeze, cloud, earth, sky, garden, bud and even the galaxy is silent

Udhar woh bhi chup hain, idhar main bhi chup hoon
She is also silent there, I am also silent here

Ilaahi meri raat kaise kategi
God! how can I while away this night


Kahin geet goonjenge shehnaiyon ke
Happy music of a wedding goes on somewhere

Kahin aah-o-zaari, kahin shor-e-maatam
Somewhere there are laments, somewhere are sounds of mourning (the dead)

Kisi ka kahin se janaza udhega
Somewhere a funeral goes on

Kisi ghar se dulhan ki doli udhegi
Somewhere a bride moves on (to her new home)


Lage har qadam par haseenon ke mele
So many beauties show up around

Kisi ne bhi 'maqbool' itna na poocha
But 'Maqbool' none asked even this

Kahan jaa rahe ho akele akele
Where are you about so lonesome

Rahe zindagi yun na tanha kategi
No more (your) remaining life be lonely thus (let me be your companion)

***

Kabhi Toh Chhatega Faza Se Andhera (Full) by Sabri Brothers

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео mp4

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио mp3

Похожие видео

pyar ke mod per SABRI

pyar ke mod per SABRI

Meri Dastan E Hasrat by Sabri Brothers (Haji Ghulam Farid Sabri & Maqbool Sabri)

Meri Dastan E Hasrat by Sabri Brothers (Haji Ghulam Farid Sabri & Maqbool Sabri)

Джем – Sabri Brothers

Джем – Sabri Brothers

Dai Halima God Men Teri Chand Utarne Wala Hai - Sabri Brothers Qawwali | Sufi Zone

Dai Halima God Men Teri Chand Utarne Wala Hai - Sabri Brothers Qawwali | Sufi Zone

TOP 20 Superhit Gaane | Old is Gold | Filmi Hindi Songs | मुझे इश्क हैं तुझी से | ऐ गुलबदन ऐ गुलबदन

TOP 20 Superhit Gaane | Old is Gold | Filmi Hindi Songs | मुझे इश्क हैं तुझी से | ऐ गुलबदन ऐ गुलबदन

Woh Pathar Kash Main Hota Qawwali | Sabri Brothers Qawwal | Sufi Kalam

Woh Pathar Kash Main Hota Qawwali | Sabri Brothers Qawwal | Sufi Kalam

Chhap Tilak  - Sabri Brothers

Chhap Tilak - Sabri Brothers

KABHI TO CHATEGA FIZAA'N SE ANDHERA [ FULL ]

KABHI TO CHATEGA FIZAA'N SE ANDHERA [ FULL ]

Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad Laut Kar Main Na Jaunga Khali || Sabri Brothers ||

Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad Laut Kar Main Na Jaunga Khali || Sabri Brothers ||

The Sabri Brothers - Tajdar-e-Haram

The Sabri Brothers - Tajdar-e-Haram

⚠️Tajdare Haram Ho Nigahe Karam | Naat Qawwali | Ghulam Fareed Sabri (Lyrics & English Translation)

⚠️Tajdare Haram Ho Nigahe Karam | Naat Qawwali | Ghulam Fareed Sabri (Lyrics & English Translation)

Aye Hain Woh Mazar pe by Sabri Brothers|| Sabri Brothers|| Ghulam Farid Sabri||

Aye Hain Woh Mazar pe by Sabri Brothers|| Sabri Brothers|| Ghulam Farid Sabri||

Nabi Nabi Ya Nabi Nabi - 2

Nabi Nabi Ya Nabi Nabi - 2

1975 Rare Video - Sabri Brothers in Oslo, Norway - Sazina & Qaul Tarana

1975 Rare Video - Sabri Brothers in Oslo, Norway - Sazina & Qaul Tarana

Ankh Uthi Mohabbat Ne Angrai Li - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Official HD Video

Ankh Uthi Mohabbat Ne Angrai Li - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Official HD Video

Ab Ke Saal Poonam Mein - Qawwali

Ab Ke Saal Poonam Mein - Qawwali

Aaye hai wo mazaar pe (mukammal) sabri brothers

Aaye hai wo mazaar pe (mukammal) sabri brothers

Sabri Brothers Performing at SAARC Festival - Saazina & Sar E La Makan Se Talab Hui

Sabri Brothers Performing at SAARC Festival - Saazina & Sar E La Makan Se Talab Hui

Sabri Brothers - Balaghal Ula Be Kamalehi (Audio)

Sabri Brothers - Balaghal Ula Be Kamalehi (Audio)

Sabri Brothers Qawwal   Aye Hain Woh Mazar Peh & Wadah Tera Wada

Sabri Brothers Qawwal Aye Hain Woh Mazar Peh & Wadah Tera Wada

© 2025 dtub. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]