New Mahindra BE 6 EV Me Sirf 2 Mahine me Problem 😱 | Honest Owner Review
Автор: explore with bumblebee
Загружено: 2025-12-15
Просмотров: 3960
Do mahine pehle maine Mahindra BE.6 EV li thi, lekin itne kam time me hi isme problem aa gayi 😟
Is video me main aapke saath apna real owner experience share kar raha hoon – bina kisi filter ke.
Is video me aap jaanoge:
👉 Problem exactly kya aayi
👉 Gaadi chalate time kaise feel hui issue
👉 Service center ka response kaisa raha
👉 Kya ye software issue hai ya koi badi dikkat
👉 Kya aapko Mahindra BE.6 EV leni chahiye ya nahi
Agar aap EV lene ka plan kar rahe ho ya already Mahindra BE.6 EV use kar rahe ho, to ye video aapke liye bahut important hai ⚠️
Video ko end tak dekho aur comments me apna opinion zaroor share karo 👇
Agar aapko aise honest car reviews pasand aate hain to
👉 Like 👍 | Share 🔄 | Subscribe 🔔 zaroor karein
Hashtags
#MahindraBE6EV
#BE6EVProblem
#ElectricCarIndia
#EVOwnerReview
#MahindraEV
#EVReality
#CarProblem
#NewEV
#IndianEV
#HonestReview
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: