Chupa Mujrim چھپا مجرم| Shoki Brothers Ki Dangerous Crime Mystery | Urdu Detective Kahani
Загружено: 2025-11-03
Просмотров: 2460
Chupa Mujrim | Shoki Brothers Ki Dangerous Crime Mystery | Urdu Detective Kahani
"Chupa Mujrim" Shoki Brothers series ki aik thrilling aur suspense se bhari kahani hai.
Kahani ka aaghaz hota hai jab aik ameer shaks Khan Daulat Khan Shoki Brothers ke office aata hai. Usay koi ajnabi dhamki deta hai ke wo apni aadhi daulat usay de de. Shoki Brothers is case ko handle karte hain magar jald hi unhe agwa kar liya jata hai aur ek siyasi rehnuma Imam ke office le jaya jata hai.
Investigation ke doran sab kuch tab badal jata hai jab aik ghareeb admi Kamal Din samne aata hai, jo asal mein Imam ke jurm ka raaz khol deta hai. Police Imam ko giraftar karti hai aur Shoki Brothers case solve kar dete hain.
Ye kahani crime, mystery, aur suspense ka behtareen mix hai — jahan har mod par ek naya raaz chhupa hai.
visit my other channals
/ @sadiakelibrary
/ @jadukahani
_______my social media contects______
facebook: / sadia.zafar.. .
Instagram: / sadiazafari. .
Pinterest: https://pin.it/22PPtZr
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: