Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
dTub
Скачать

Munajat-Sunlo Meri Faryad Ya Hazrate Abbas (a.s)-Recited by Shabi Haider

Автор: Shabih Haider official

Загружено: 2020-04-15

Просмотров: 324181

Описание:

بِسْمِ  اللّٰهِ  الرَّحْمٰنِ  الرَّحِيْمِ
Title Munajat : Ya Hazrate Abbas (a.s)
Poet : Janab Baqar Sahab
Recited & Composed ( طرز ) by : Sayyed Shabi Haider
Video-Editin - Kine Master

Islamic Date -22 Shaban Hijri 1441
Thursday- 16/04/2020
Momeneen 👉🏻LIKE | COMMENTS | SHARE |SUBSCRIBE | this Channel (S.SHABI
HAIDER)
اَللَّهُمَّ صَلِّ عَلى مُحَمَّدٍ وَّآلِ مُحَمَّدٍ وَّعَجِّلْ فَرَجَهُمْ
_____________________________________________
••MUNAJAAT LYRICS••
Ya Hazrate Abbas (a.s)

Sunlo meri faryad ya Hazrate Abbas (a.s)
Ya Hazrate Abbas (a.s) toote na meri aas

• Laya hoo mai faryad sunlo meri roodad
Rehta hoo mai nasaz ghum se karo aazad
Har tarah khushi ab aajaye mujhe ras.

• Kisse kaho aaqa koi nahi mera
Mai ghum ka hoo mara koi nahi apna
Ab laut ke darse jao na mai be-aas.

• Karbal ke Alamdar aaya hai gunah-gaar
Toofa ki chali dhaar kashti karo ab par
Saye me Alam ke rakhna mujhe Abbas (a.s).

• Ay nehar ke wali tum sayyade wali
Aaya hai sawali jayega na khali
Bhar dijiye jholi ya Hazrate Abbas (a.s).

• Be rozi ke mai hoo kistarah se jiyo
Qarze me ghira hoo ghum kab latak saho
tum babe hawaij ho rozi mile Abbas (a.s)

• Wo Shabbar-o-Shabbir aur Akbar-o-Asghar
Wo aabide muztar aur baqar-o-Jafar
In sab ka wasila laya hoo tere pas.

• Ho door teergi mil jaye roshni
Behre taqi naqi musa-o-askari
Behre Ali Raza ya Hazrate Abbas (a.s).

• Le lo mera Salam hoo aapka gulam
Mushkil karo tamam jina hua haram
Ho jald mera kam kya der hai Abbas (a.s).

• Wo pyasi sakina uska Mujhe sadqa
Zainab ka wasila laya hoo mai maula
Sunlo meri maula jao mai na be-aas.

• Girto ko sambhalo marto ko bacha lo
Gardish se nikalo bekas ko sambhalo
Rauze pe bula lo tum khizr tum ilyas.

• Narjis ke lal ka sadqa ho ab ataa
Dil ki hai ye dua ho jald mujiza
Ghar jao shad shad darse tere Abbas (a.s).

• Ye hat ho mere daman ho aapka
Lab par hai ye dua dil me hai mad'dua
Duniya me aapka "Baqar" na ho udas.

Sunlo meri faryad ya Hazrate Abbas (a.s)
Ya Hazrate Abbas toote na meri aas
Ya Hazrate Abbas ya Hazrate Abbas (a.s)

Munajat-Sunlo Meri Faryad Ya Hazrate Abbas (a.s)-Recited by Shabi Haider

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео mp4

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио mp3

Похожие видео

Munajaat | Munajaat Playlist 2021 | Munajaat Collection | Listen Online Munajaat  | BayazEGham

Munajaat | Munajaat Playlist 2021 | Munajaat Collection | Listen Online Munajaat | BayazEGham

Al Madad Ya Imam E Zamana [as] | Shadman Raza| Manqabat 2017-18

Al Madad Ya Imam E Zamana [as] | Shadman Raza| Manqabat 2017-18

سورة يس + الواقعة + الرحمن + الملك + الكهف للرزق والشفاء العاجل باذن الله💚 عبد الرحمن السديس

سورة يس + الواقعة + الرحمن + الملك + الكهف للرزق والشفاء العاجل باذن الله💚 عبد الرحمن السديس

Abbas Ko Pukaro | Nohay 2024 | Alam | Farhan Ali Waris | Mola Abbas Noha

Abbas Ko Pukaro | Nohay 2024 | Alam | Farhan Ali Waris | Mola Abbas Noha

Ziyarat e ashura | ali fani | beautiful recitation

Ziyarat e ashura | ali fani | beautiful recitation

Munajat - Ya Hazrat E Abbas Meri Aas Na Tute

Munajat - Ya Hazrat E Abbas Meri Aas Na Tute

Surah Rahman Urdu Tarjuma k Sath | Qari Al Sheikh Abdul Basit Abdul Samad | Quran Karim | Recitation

Surah Rahman Urdu Tarjuma k Sath | Qari Al Sheikh Abdul Basit Abdul Samad | Quran Karim | Recitation

Ghazi Mein Tumhare Parcham Ke | Best New Munajat 2024 | Hassan Jee | #munajat #dua #islam #allah

Ghazi Mein Tumhare Parcham Ke | Best New Munajat 2024 | Hassan Jee | #munajat #dua #islam #allah

ILTEJA :_ MERI MUSHKIL KARO HAL AYE BINTE NABIs a w

ILTEJA :_ MERI MUSHKIL KARO HAL AYE BINTE NABIs a w

Ziyareti Aşura.Möhtəşəm   11 апреля 2020 г.

Ziyareti Aşura.Möhtəşəm 11 апреля 2020 г.

Mere Moula Mujhe Do Sahara Munajat with Lyrics | The Best Dua

Mere Moula Mujhe Do Sahara Munajat with Lyrics | The Best Dua

Magical Recitation Surah Yaseen (Yasin) | Surah Rahman | Surah Waqiah | Surah Mulk#yasin#rahman#mulk

Magical Recitation Surah Yaseen (Yasin) | Surah Rahman | Surah Waqiah | Surah Mulk#yasin#rahman#mulk

Madad Kijiye Ya Imam e Zamana - Ameer Hassan Ameer

Madad Kijiye Ya Imam e Zamana - Ameer Hassan Ameer

Ziyarat Ashura | زیارتِ عاشورا | जियारत आशूरा

Ziyarat Ashura | زیارتِ عاشورا | जियारत आशूरा

Ameer Hasan Aamir | Karbobala ke Haider | Munajaat | 2003

Ameer Hasan Aamir | Karbobala ke Haider | Munajaat | 2003

Sayadna Qutubuddin as Shaheed (R.a.) :- Haadesah (Correct version of Complete Hadesa)

Sayadna Qutubuddin as Shaheed (R.a.) :- Haadesah (Correct version of Complete Hadesa)

Surah Rahman Urdu Tarjuma k Sath | Qari Al Sheikh Abdul Basit Abdul Samad | Quran | Tilawat e Quran

Surah Rahman Urdu Tarjuma k Sath | Qari Al Sheikh Abdul Basit Abdul Samad | Quran | Tilawat e Quran

Jab Imam Ayenge Ustad Sibte Jafar Zaidi Shaheed Manqabat sibte jaffer

Jab Imam Ayenge Ustad Sibte Jafar Zaidi Shaheed Manqabat sibte jaffer

Dua Tawassul | دعای توسل | HD

Dua Tawassul | دعای توسل | HD

Munajat By Ameer Hasan Aamir (Deen o dunya ke sultan, Part-1)

Munajat By Ameer Hasan Aamir (Deen o dunya ke sultan, Part-1)

© 2025 dtub. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]