Kathmandu Stole My Heart ❤️ | Swayambhu Stupa & Mountain Views
Автор: Indo Passenger
Загружено: 2026-01-04
Просмотров: 99
Kathmandu Diary: Pashupatinath se Swayambhunath tak ka Safar! 🇳🇵
Namaste doston! Aaj ke is video mein main aapko lekar chalunga Nepal ki khoobsurat vadiyon aur mandiron ke darshan karane.
Is video mein aap dekhenge:
Pashupatinath Temple Stay: Sabse pehle main ruka hoon Pashupatinath mandir ke paas ek dharamshala mein, jahan ka mahaul bahut hi shantipurna hai.
Kathmandu City Tour: Wahan se nikal kar raste mein maine Kathmandu city ki raunak dikhayi hai.
Swayambhunath Stupa (Monkey Temple): City se hote hue hum pahunche Swayambhunath mandir, jahan ka view behad khoobsurat hai.
Parks & Temples: Raste ke sundar parks aur chote-bade mandiron ki jhalak.
Souvenir Shopping: Safar ke ant mein maine apne is safar ki yaad ke taur par ek sundar 'Magnet' kharida.
Agar aapko Nepal ki ye mini-vlog pasand aaye toh video ko Like zaroori karein aur channel ko Subscribe karna na bhulein!
🌍 connect with me :
Please support my channel by subscribing
Instagram - / indopassenger
Thanks for your contribution 👇
UPI - ritikraj12@ptyes
#nepal
#vlog
#trending
#nepaltrip
#kathmandu
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: