Famous Urdu Ghazal - Ilm-o-fun ke deewane - Ziyad Hanif - Heart Touching Urdu Ghazal
Автор: Ziyad Hanif
Загружено: 2025-11-20
Просмотров: 47705
Famous Urdu Ghazal - Ilm-o-fun ke deewane - Ziyad Hanif - Heart Touching Urdu Ghazal
𝗖𝗥𝗘𝗗𝗜𝗧 :
► Artist : 𝗭𝗶𝘆𝗮𝗱 𝗛𝗮𝗻𝗶𝗳
► Lyrics: Khumaar Barabankvi
► Audio : TSD Records
► Video : 𝗧𝗮𝗿𝗮𝗻𝘂𝗺 𝗦𝘁𝘂𝗱𝗶𝗼
► Mastering : Sibgatullah Iqbal
► Gfx : 𝗧𝗮𝗿𝗮𝗻𝘂𝗺 pro
💖 “Ilm-o-fun ke deewane” is a heart touching ghazal by 𝗭𝗶𝘆𝗮𝗱 𝗛𝗮𝗻𝗶𝗳, filled with deep emotions, soulful poetry, and mesmerizing vocals.
This 2025 release expresses the pain of separation and the hope of reunion — a song that connects to every heart waiting with love and longing.
✨ Watch till the end for the most emotional moment.
🎶 𝗦𝘂𝗯𝘀𝗰𝗿𝗶𝗯𝗲 for more ghazals, naats, kalams, and soulful Urdu music from 𝗭𝗶𝘆𝗮𝗱 𝗛𝗮𝗻𝗶𝗳.
► If this Naat touched your heart, don’t forget to 𝗟𝗶𝗸𝗲 👍, 𝗦𝗵𝗮𝗿𝗲 with friends
and 𝗦𝘂𝗯𝘀𝗰𝗿𝗶𝗯𝗲 🔔 for more soulful Naat's and Islamic content.
► Contact Us : 𝗭𝗶𝘆𝗮𝗱 𝗛𝗮𝗻𝗶𝗳
WHATSAPP OR CALL
0313 2538702
► 𝐖𝐡𝐚𝐭𝐬𝐀𝐩𝐩 𝐂𝐡𝐚𝐧𝐧𝐞𝐥 : https://whatsapp.com/channel/0029Vb62...
🌐 Follow me on Social Media for updates:
► 𝐘𝐨𝐮𝐓𝐮𝐛𝐞 𝐂𝐡𝐚𝐧𝐧𝐞𝐥 / / @ziyadhanif
► 𝐅𝐚𝐜𝐞𝐛𝐨𝐨𝐤 𝐏𝐚𝐠𝐞 : / ziyadhanifofficial
► 𝗜𝗻𝘀𝘁𝗮𝗴𝗿𝗮𝗺 𝗔𝗰𝗰𝗼𝘂𝗻𝘁 : / / ziyadhanifofficial
► 𝗧𝗶𝗸𝗧𝗼𝗸 𝗔𝗰𝗰𝗼𝘂𝗻𝘁 : / ziyadhanifahmed
► 𝗪𝗮𝘁𝗰𝗵 𝗢𝘂𝗿 𝗢𝘁𝗵𝗲𝗿 𝗩𝗶𝗱𝗲𝗼𝘀 :
• New Sad Urdu Ghazal | Kia Khata Hogai Rab ...
► Kiya Khata Ho Gayi Rab Hi Janay
• New Emotional Kalam 2025 - Khataye Bakhsh ...
► Khatayen Bakhsh De
• Most Beautiful Hamd 2025 l Jab Dil Rab Ko ...
► jab Dil Rab Ko Pukare
علم و فن کے دیوانے عاشقی سے ڈرتے ہیں
زندگی کے مارے ہیں زندگی سے ڈرتے ہیں
Ilm-o-fun ke deewane aashiqi se darte hain
Zindagi ke maare hain zindagi se darte hain
یوں تو ہم زمانے میں کب کسی سے ڈرتے ہیں
آدمی کے مارے ہیں آدمی سے ڈرتے ہیں
Yoon to hum zamaane mein kab kisi se darte hain
Aadmi ke maare hain aadmi se darte hain
جل کے آشیاں اپنا خاک ہو چکا کب کا
آج تک یہ عالم ہے روشنی سے ڈرتے ہیں
Jal ke aashiyaan apna khaak ho chuka kab ka
Aaj tak yeh aalam hai roshni se darte hain
لے لے زندگی یارب اور کچھ سزا دے
جی لیے بہت، اب زندگی سے ڈرتے ہیں
Le le zindagi Yaarab aur kuch saza de
Jee liye bohat, ab zindagi se darte hain
جب نہ ہوش تھا ہم کو دشمنی سے ڈرتے تھے
اب جو ہوش آیا ہے دوستی سے ڈرتے ہیں
Jab na hosh tha hum ko dushmani se darte the
Ab jo hosh aaya hai dosti se darte hain
رہنے دے انہیں ناصح تو یوں ہی اندھیرے میں
کچھ تو ہے جو دیوانے آگہی سے ڈرتے ہیں
Rehne de unhein naasih tu yun hi andhere mein
Kuch to hai jo deewane aagahi se darte hain
پھول بھی جو ہنستے ہیں، دل دھڑکنے لگتا ہے
یا ہنسی پہ مرتے تھے، یا ہنسی سے ڈرتے ہیں
Phool bhi jo hanste hain, dil dhadakne lagta hai
Ya hansi pe marte the, ya hansi se darte hain
توبہ اور جوانی میں اے خمارؔ کیا کہنا
لوگ آپ جیسے ہی متقی سے ڈرتے ہیں
Tauba aur jawani mein ae Khumaar kya kehna
Log aap jaise hi muttaqi se darte hain
Famous Urdu Ghazal,Heart Touching Urdu Ghazal,Ziyad Hanif,ghazal,ghazals collections,dil ki duniya,ghazals,without music ghazal,new ghazal,ghazal video,relaxing ghazal,viral ghazal,latest ghazal,new emotional ghazal,sad ghazal,sad urdu ghazal,udru ghazal,without music urdu ghazal,heart touching urdu ghazal,ghazals in urdu,najam,urdu song,new urdu song,urdu viral song,latest punjabi song,nasheed,nasheed without music,wedding nasheed
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: