7 Habits jo ap ko 23 me bhi 40 ka bana den || islamic motivational video
Автор: sukoon by sarah
Загружено: 2025-11-23
Просмотров: 649
Zoya sirf 23 saal ki thi, lekin uska chehra, uska dil aur uski rooh bilkul thaki hui lagti thi.
Stress, gham, purani yaadein, negative log aur ghalat aadaten… uski zindagi ko andheron se bhar chuki thi.
Phir ek din ek choti si cheez ne uski puri zindagi badal di.
Yeh kahani sirf Zoya ki nahi… hum sab ki hai.
Agar aap bhi dil ka sukoon, noor, tazgi aur positivity dhoond rahe hain, to yeh story aap ke liye hai.
Is video mein:
✔ Zoya ki 8 ruhaani problems
✔ Quranic reminders
✔ Sunnah lifestyle
✔ Astaghfar ki quwwat
✔ Positive logon ka asar
✔ Noor aur sukoon wapas kaise aata hai
Agar aap bhi apni life ko change karna chahte hain, to yeh video zaroor dekhein.
Like, Share aur Comment karna na bhoolen ❤️
Allah hum sab ko noor, sukoon aur barkat se nawaze.
Islamic story
Islamic motivation
emotional Islamic story
Islamic documentary
Quranic reminder
Islamic lesson
hijabi girl story
Islamic lifestyle
transformation Islamic
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: