Haddiyon say DNA lena mushkil hogya
Автор: Aurang zaib
Загружено: 2026-01-27
Просмотров: 10
Sanha Gul Plaza ko 9 din mukammal ho gaye hain, lekin plaza me hone wali jan-leva aatishzadgi ka raaz abhi tak hal nahi ho saka۔ Aag me jal kar raakh hone walay 46 afrad ki talaash aik bara muamma ban chuki hai۔
Waqia ke baad missing persons ke ahl-e-khana ke 69 DNA samples liye gaye jin ki madad se 23 afrad ki shanakht mukammal kar li gayi hai۔
Zarai ke mutabiq baqi 46 afrad ki milne wali baqaiyat naqabil-e-shanakht hain۔ Police aur CPLC ke darmiyan maloomat ka tabadla jari hai jab ke aakhri call, location aur dusri tafseelat ki bunyaad par talaash ka amal jari hai۔
Tamam 46 afrad ki detail police ke aala hakam ko rawana kar di gayi hai۔
Sanha Gul Plaza, Gul Plaza fire Karachi, Karachi plaza aag, Gul Plaza aatishzadgi, Karachi fire incident, missing persons Karachi, Gul Plaza dead bodies, DNA test Karachi, CPLC Karachi, Karachi police investigation, plaza fire update
Hashtags
#SanhaGulPlaza
#GulPlazaFire
#KarachiFire
#KarachiNews
#MissingPersons
#DNAReport
#CPLC
#KarachiPolice
#BreakingNews
#LatestUpdate
#news #karachinews #viralvideo #latestnews #aurangzaib #breakingnews #narration #storytelling #fire
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: