Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
dTub
Скачать

Bheeni Suhaani Subha Mein Thandak Jigar Ki Hay | Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Автор: Mohd Abdul Qadir

Загружено: 2023-03-05

Просмотров: 7394

Описание:

Kalam Ul Imam

Bheeni Suhaani Subha Mein Thandak Jigar Ki Hay
Kaliyaan Khileen Dilon Ki Hawa Yeh Kidhar Ki Hay

Maangenge Maange Jaayenge Moonh Maangi Paayenge
Sarkar Mein Nah Laa Hay Nah Hajat Agar Ki Hay

Maula Ali Ne Waari Teri Neend Par Namaz
Aur Woh Bhi Asr Sabse Jo Aa'la Khatar Ki Hay

Meraj Ka Samaan Hay Kahaan Pahonche Zaairo!
Kursi Sey Oonchi Kursi Usi Paak Ghar Ki Hay

Ghariyaan Gini Hay Barso Keh Yeh Sub Gharri Phiri
Marmar Key Phir Yeh Sil Mere Seeney Sey Sar Ki Hay

Haan Haan Rah e Madinah Hay Ghaafil Zara Tu Jaag
Oh Paaon Rakhne Waale Yeh Jaan Chashm o Sar Ki Hay

Taibah Mein Mar Key Thande Chaley Jaao Aankhein Bandh
Seedhi Sarak Yeh Shahre Shafaaat Nagar Ki Hay

Sarkar Hum Gawaaron Mei Tarz e Adab Kahaan
Humko Toh Bas Tameez Yahi Bheekh Bhar Ki Hay

Sanki Wo Dekh Baada e Shafaa'at Ki De Hawaa
Yeh Aabru RAZA Tere Damaan e Tar Ki Hay

بھینی سُہانی صبح میں ٹھنڈک جِگر کی ہے
کلیاں کِھلیں دِلوں کی ہوا یہ کِدھر کی ہے

مانگیں گے مانگے جائیں گے مُنھ مانگی پائیں گے
سرکار میں نہ ’’لا‘‘ ہے نہ حاجت ’’اگر‘‘ کی ہے

مَولیٰ علی نے واری تِری نیند پر نماز
اور وہ بھی عصر سب سے جو اَعلیٰ خطرکی ہے

معراج کا سماں ہے کہاں پہنچے زائرو!
کُرسی سے اُونچی کُرسی اسی پاک گھر کی ہے

گھڑیاں گنی ہیں برسوں کہ یہ سُب گھڑی پِھری
مر مر کے پھر یہ سِل مِرے سینے سے سَرکی ہے

ہاں ہاں رہِ مَدینہ ہے غافِل ذرا تو جاگ
او پاؤں رکھنے والے! یہ جا چشم و سر کی ہے

طیبہ میں مر کے ٹھنڈے چلے جاؤ آنکھیں بند
سیدھی سڑک یہ شہرِ شفاعت نگر کی ہے

سرکار ہم گنواروں میں طرزِ اَدَب کہاں
ہم کو تو بس تمیز یہی بھیک بھر کی ہے

سنکی وہ دیکھ بادِ شفاعت کہ دے ہوا
یہ آبرو رضاؔ ترے دامانِ تر کی ہے

Recited By :-Mohd Manazir Hussain Badauni

Book Name :-Hadaiq e Bakhshish

Mohd Abdul Qadir On Social Media

YouTube :    / @mohdabdulqadir  

LinkedIn :   / mohdabdulqadir786  

Instagram :   / _mohdabdulqadir  

Bheeni Suhaani Subha Mein Thandak Jigar Ki Hay | Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео mp4

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио mp3

Похожие видео

Bandah Milne Ko Qareeb e Hazrat e Qaadir Gaya | Mohd Manazir Hussain Badauni | Huzur Aala Hazrat

Bandah Milne Ko Qareeb e Hazrat e Qaadir Gaya | Mohd Manazir Hussain Badauni | Huzur Aala Hazrat

BHINI SUHANI SUBH ME | Track # 44 | HADAIQ E BAKHSHISH

BHINI SUHANI SUBH ME | Track # 44 | HADAIQ E BAKHSHISH

Full Tafseer Ahsan-ul-Bayan | Surah A'araaf | Dars, 137 | Aayat | Sk Aafaque Ahmad Madani

Full Tafseer Ahsan-ul-Bayan | Surah A'araaf | Dars, 137 | Aayat | Sk Aafaque Ahmad Madani

Джем – Bheeni Suhaani Subha Mein Thandak Jigar Ki Hay | Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Джем – Bheeni Suhaani Subha Mein Thandak Jigar Ki Hay | Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Surah Kahf | Quran Tilawat with Urdu & Hindi Tarjuma | Heart Soothing Recitation (Surah Al-Kahf)

Surah Kahf | Quran Tilawat with Urdu & Hindi Tarjuma | Heart Soothing Recitation (Surah Al-Kahf)

Христианский пастор задает сложный вопрос: я приму ислам, если вы меня убедите. / Dr. Zakir Naik

Христианский пастор задает сложный вопрос: я приму ислам, если вы меня убедите. / Dr. Zakir Naik

Raah Pur Khaar Hay Kya Hona Hay |Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Raah Pur Khaar Hay Kya Hona Hay |Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Aa kuch Sunade Ishq k Bolun Me Ae Raza - Owais Raza Qadri - 2021

Aa kuch Sunade Ishq k Bolun Me Ae Raza - Owais Raza Qadri - 2021

Hussain ke naam-e-paak par aaj | Kalaam-E-Nazmi Miya | Shahidan-E-Karbala Ki Shaan Me Kalaam

Hussain ke naam-e-paak par aaj | Kalaam-E-Nazmi Miya | Shahidan-E-Karbala Ki Shaan Me Kalaam

Surah Rahman Urdu Tarjuma k Sath | Qari Al Sheikh Abdul Basit Abdul Samad

Surah Rahman Urdu Tarjuma k Sath | Qari Al Sheikh Abdul Basit Abdul Samad

WAH KYA MARTABA AYE GHOUS HAI Wala || munazir Hussain badauni || naat || Ala hazrat

WAH KYA MARTABA AYE GHOUS HAI Wala || munazir Hussain badauni || naat || Ala hazrat

Maslak e AlaHazrat Salamat Rahe - Owais Raza Qadri - Mehfil e Naat India Haji Ali 2005

Maslak e AlaHazrat Salamat Rahe - Owais Raza Qadri - Mehfil e Naat India Haji Ali 2005

Surah Yaseen with Urdu Translation by Qari Ismail Al Nouri | Tilawat | Urdu & Hindi Tarjuma | Epi 87

Surah Yaseen with Urdu Translation by Qari Ismail Al Nouri | Tilawat | Urdu & Hindi Tarjuma | Epi 87

Munawwar meri ankhon ko mere shamshudduha karden ||munazir hussain badayuni || naat

Munawwar meri ankhon ko mere shamshudduha karden ||munazir hussain badayuni || naat

URDU NAAT( Shukar e Khuda Ke)PIR NASEER-UD-DIN-NASEER R A.BY Visaal

URDU NAAT( Shukar e Khuda Ke)PIR NASEER-UD-DIN-NASEER R A.BY Visaal

Lo Madine Ki Tajali Se Lagay Hue Hen , Owais Raza Qadri, Pvt Mehfil e Naat, 23 Dec 2016, HD

Lo Madine Ki Tajali Se Lagay Hue Hen , Owais Raza Qadri, Pvt Mehfil e Naat, 23 Dec 2016, HD

Nematein Bant'ta Jis simt wo Zeeshan Gaya / Kalam e Raza / Tazmeen ke sath /Hafiz Akram Raza Mujeebi

Nematein Bant'ta Jis simt wo Zeeshan Gaya / Kalam e Raza / Tazmeen ke sath /Hafiz Akram Raza Mujeebi

Hum Khaak Hain Aur Khaak Hi Maawa Hay Hamara | Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Hum Khaak Hain Aur Khaak Hi Maawa Hay Hamara | Mohd Manazir Hussain | Huzur Aala Hazrat

Surah Yasin (سورة يس)Surah Rahman (سورة الرحمن) | Beneficial Tilawat Inspiring Strong Faith And Hope

Surah Yasin (سورة يس)Surah Rahman (سورة الرحمن) | Beneficial Tilawat Inspiring Strong Faith And Hope

Bheeni Suhani Subho Main Thandhak Jigar Ki Hai - Owais Raza Qadri - 2023

Bheeni Suhani Subho Main Thandhak Jigar Ki Hai - Owais Raza Qadri - 2023

© 2025 dtub. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]