19 Letters,When Iqbal wrote to Jinnah-That Changed History.
Автор: Learning with Zeshan
Загружено: 2026-01-04
Просмотров: 78
Is video mein Allama Muhammad Iqbal aur Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah ke darmiyan likhe gaye 19 tareekhi khatoot ka zikar hai.
Ye khat 1936 se 1938 ke darmiyan likhe gaye, jin mein Allama Iqbal ne Muslim siyasat, election strategy, Punjab ki ahmiyat aur mustaqbil ke Pakistan ka tasawwur wazeh kiya.
Is video mein hum baat karte hain:
– Iqbal ka Jinnah par yaqeen
– Muslim League ki tanzeem
– Punjab ko markaz banane ka mashwara
– Nehru Report aur 14 Nuqaat
– Khutba-e-Allahabad ka tasawwur
– Pakistan Movement ke bunyadi pehlu
Ye video un logon ke liye hai jo Pakistan ki tareekh ko gehrai se samajhna chahte hain.
📌 Video pasand aaye to Like karein, Subscribe karein aur Share zaroor karein.
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: