Mamu Ke Bete Ka Nikah Badshahi Masjid Mein | Duaon Bhara Khubsurat Lamha
Автор: Ayesha Junaid vlogs
Загружено: 2025-11-24
Просмотров: 112
Aaj mamu ke bete ka nikah Lahore ki Badshahi Masjid mein bohot hi khoobsurti aur sukoon ke saath tamam hua. Alhamdulillah sab kuch haseen andaaz se ho gaya. Nikah ke baad khubsurat sharayi bayaan diya gaya, jise sab mehmano ne dil se suna.
Mehfil mein tamam mehman tashreef laye hue the, aur dulhan ko bohot sari duaayein di gayi. Dono ke liye behtar zindagi aur khushhaal mustaqbil ki dua ki gayi. Aaj ki video mein nikah ka shoot aur uske khubsurat lamhe share kiye gaye hain.
I hope aap sab ko yeh video pasand aayegi.
FIR milenge — Allah Hafiz!
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: