Milne Ki Tum Koshish Karna - Dil Ka Kya Kasoor | Kumar Sanu, Asha Bhosle | Prithvi & Divya Bharti
Автор: My Channel
Загружено: 2026-01-08
Просмотров: 81614
Milne Ki Tum Koshish Karna - Full Lyrics
(Male - Kumar Sanu)
Milne ki tum koshish karna, vaada kabhi na karna

Vaada to toot jaata hai, vaada to toot jaata hai

Jab bhi tera jee chahe, tu paas mere aa jaana
Mera pyaar bas tere liye hai, tu na kabhi ghabraana

Lekin sapnon mein milne ki, kabhi na koshish karna

Sapna to toot jaata hai, sapna to toot jaata hai

Hoti hai bedard bahut hi, is duniya ki rasmein
Mushkil kar deti hai nibhaana, pyaar wafa ki kasmein

Sheeshe jaise armaan lekar, raahon se na guzarna

Sheesha to toot jaata hai, sheesha to toot jaata hai
Sheesha to toot jaata hai, sheesha to toot jaata hai
Milne ki tum koshish karna, vaada kabhi na karna
Milne ki tum koshish karna, vaada kabhi na karna
Vaada to toot jaata hai, vaada to toot jaata hai
Vaada to toot jaata hai, vaada to toot jaata hai
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: