dk----yun saja chand k jhalka tere andaz ka rang-- by gulamm ali at muscat part 1
Автор: Dev Kaushal
Загружено: 2011-06-03
Просмотров: 21398
yun saja chand k jhalka tere andaz ka rang
yun faza mahki k badla mere hamraz ka rang
saya-e-chashm main hairan rukh-e-raushan ka jamal
surkhi-e-lab pe pareshan teri awaz ka rang
bepiye hon k agar lutf karo akhir-e-shab
shisha-e-may main dhale subah k agaz ka rang
chango-nay rang pe the apne lahu k dam se
dil ne lay badali to madham hua har saz ka rang
ik sukhan aur k phir rang-e-takallum tera
harf-e-sada ko inayat kare ejaz ka rang
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: