Day 79: पेट की चर्बी aur urine ki samasya ka pakka ilaaj | Pelvic muscles aur Full body energy yoga🔥
Автор: Anjali Yoga Fusion
Загружено: 2026-01-22
Просмотров: 5944
"Yog Yatra with Anjali: The journey from Rogi to Maha Yogi" 🙏
Namaste Family! Aaj hamare safar ka Day 79 hai. Aaj ka session ek 'Maha-Maha-Abhyas' hai jo hamare sharir ke 4 mukhya pillars par focus karega. Ye abhyas har umar ke vyakti ke liye asardaar hai.
Aaj ke session ke mukhya bindu:
✅ Pelvic Floor Strength: Urine control aur niche ke hisse ki manspeshiyon ko majboot banane ke liye.
✅ Targeted Belly Fat Loss: Pet aur kamar ki ziddi charbi ko dur karne ke liye vishesh abhyas.
✅ Body Balance & Core: Sharir ka santulan sudharne aur andaruni takat badhane ke liye.
✅ Full Body Energy: Poore din khud ko urjawan (energetic) rakhne ke liye surya namaskar aur stretching.
Chaliye, mere saath LIVE judiye aur apne swasthya ki ore ek naya kadam badhayein!
Yoga for Belly Fat, Pelvic Floor Exercises Hindi, Day 79 Yoga Challenge, Urine Control Yoga, Full Body Energy Yoga, Weight Loss Yoga at Home, Yoga for Balance, Core Strength Yoga.
#YogiSeMahayogi #Day79 #BellyFatLoss #PelvicFloorStrength #YogaInHindi #FullBodyWorkout #YogaLive #HealthTips #FitnessJourney
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: