Fikr o Fun | Dr Muhammad Arif ka Interview | Judges ka Taqarrur, Ehtesab aur Jirga | Tafheem e Nau
Автор: Tafheem e Nau
Загружено: 2025-12-20
Просмотров: 269
Fikr o Fun Tafheem e Nau ka ek naya ilm o fikr par mabni video silsila hai jismein Hazara Division ki numaya ilm o samaji shakhsiyat ka ta’aruf aur un se gehri guftagu ki jati hai۔
Is episode mein humare pehle mehman Dr Muhammad Arif (Hazara University) hain، jabke interview ke mizban Muhammad Maroof hain۔
Is mukammal aur ilm afroz guftagu mein Dr Muhammad Arif ke PhD Thesis par tafseeli baat ki gayi hai jiska mauzoo tha:
➡️ Judges ka taqarrur (appointment)
➡️ Judges ka ehtesab (accountability)
➡️ Judges ke ikhtiyarat
➡️ Judges ki ma’zooli (removal)
➡️ Pakistani qawaneen aur Shariat e Islami ka taqabuli jaiza
➡️ Jirga nizam: qanooni aur shar‘i haisiyat
Ye interview un tamam logon ke liye nihayat mufeed hai jo:
✔ Qanoon
✔ Shariat
✔ Adalti nizam
✔ Jirga system
✔ Pakistani legal system
✔ Islami qanoon
mein dilchaspi rakhte hain۔
📌 Tafheem e Nau ka maqsad ilm ko asaan aur sanjeeda andaaz mein pesh karna hai taake ghalat fehmiyon ka izala ho aur soch ko wasat mile۔
👉 Video ko Like, Share aur Channel ko Subscribe zaroor karein taake aise mazeed ilm o fikr par mabni interviews aap tak pohanchte rahen۔
۔
#FikrOFun #TafheemENau #DrMuhammadArif #HazaraUniversity
#JudgesAppointment #JudgesAccountability #PakistaniLaw
#ShariahLaw #JirgaSystem #QanoonAurShariat
#HazaraDivision #IlmiGuftagu #UrduInterview
#IslamicStudies #LegalSystemPakistan
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: