🟣LIVE MORNING ZIKIR OF RIZQ QULS AYATUL KURSI SURAH FATIHA آذکار الصباح 2
Автор: Dr Ashraf
Загружено: 2025-12-10
Просмотров: 1311
🔴 LIVE Morning Zikir Of RIZQ 🔥
4 Quls | Ayatul Kursi | Surah Fatiha | Surah Baqarah | Darood Tanjeena
Subh ke waqt Allah Ta’ala ka Zikir rizq aur barkat ka zariya banta hai. Is LIVE Morning Zikir mein hum parhenge:
• 4 Qul Shareef
• Ayatul Kursi
• Surah Fatiha
• Surah Baqarah ki Ayaat
• Darood Tanjeena
In Ayat aur Zikriyaat mein Rizq ki Barish, Har Mushkil se Nijaat, Ghar mein Barkat, aur Allah ki Hifazat ka Khas Raaz chupa hai.
Rozana Fajr ke baad sun’ne ka bohat hi fazeelat wala amal hai.
✨ Is Live Zikir ke Roohani Faiday:
• Rizq me izafa & Doulat ka darwaza khulta hai
• Mushkilat asaan hoti hain
• Ghar me Rehmat aur Sakoon
• Hasad aur nazar bad se hifazat
• Dil ko Noor aur Imaan me taqat
• Bimariyon aur tangdasti se nijaat
📌 Roz Subha Hamare Sath Zinda Zikir Ka Hissa Baniye!
Channel ko Subscribe karein aur Bell Icon press karein
taake Rozana Barkaton wala ye Zinda Amal miss na ho 💚
🤲 Allah Hum Sab ke Rizq me Barkat Aur Wasat Ata Farmae
Ameen Ya Rabb-ul-Alameen
#LiveZikir #MorningWazifa #RizqKaWazifa #4Quls #AyatulKursi #SurahFatiha #SurahBaqarah #DaroodTanjeena #IslamicZikr #Barkat #Hifazat #DrAshraf
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: