MASJID MEIN KHOON BAHAYA - Mir Meesam Abbas | Shahadat Mola Ali (a.s) Noha - 21 Ramzan Noha 2025
Автор: Mir Meesam Abbas
Загружено: Дата премьеры: 19 мар. 2025 г.
Просмотров: 2 343 просмотра
MASJID MEIN KHOON BAHAYA | Mir Meesam Abbas | Shahadat Moula Ali (a.s) Noha | 21 Ramzan Noha 2025 | Hazrat ali new noha 2025
Kalam Title | Masjid Mein Khoon Bahaya
Recited By | Mir Meesam Abbas
Poetry By | Mir Ali Mohammed Quddam
Composition | Atif Ali Khan
Marqad e paak Verse Poetry | Azadar e Hussain
Audio Recorded | Aura Studio
Master/Mixing | Studio 92
Camera & Set Up | Qathib Mehdi & Kazim Abedi
Video Editing | Mir Meesam Abbas (110Creators)
Cover Design By | 110Creators (MMA)
Album | 2025 / 1446H
Islamic Date | 21 Ramzan Shahadat Imam Ali (as)
Special Thanks | Mir Ali Naqvi, Mir Moin Abbas, Musaveer Raza Musavir & IQBH Sangat Chennai
-----------------------------------------------------------------------------
On the Martyrdom of Imam Ali (AS).
Many Condolences to Prophet Muhammad (Saww) and Hazrat Fatima Zahra(SA) and Especially to Imam e Zamana (AJF).
#mirmeesamabbas #NewNoha2025 #ShahadatImamAli #21RamzanNoha
-----------------------------------------------------------------------------
Aiyam e Ali Nohay Playlist
1) Baba Yeh Kya Hua 2021
• • Baba Yeh Kya Hua | Mir Meesam Abbas N...
2) Haye Ali 2022
• • 21 Ramzan Noha 2022 | Haye Ali | Mir ...
3) Zakhmi Hua Mera Baba 2023
• • 21 Ramzan Noha 2023 | Zakhmi Hua Mera...
4) Ishq e haider 2024
• • 21 Ramzan Noha 2024 | Ishq e Haider |...
-----------------------------------------------------------------------------
Follow US On Our Social Media Channels:
" / meesamabbas.mkl
"Follow on Facebook"
/ @mirmeesamabbas
"Subscribe Youtube Channel"
/ mirmeesamabbasofficial
"Follow on Instagram"
"Follow on Twitter"
/ mirmeesamabbas
/ Mir Meesam Abbas
"Follow on:https://open.spotify.com/artist/36tbu...
/ mir-meesam-abbas
-----------------------------------------------------------------------------
NOHA LYRICS
Masjid mein khoon bahayagaya hai Ameer ka
Duniya se aj uthta hai Moula ka Ghadeer ka
Maara hai kalmagoyo ne milkar sakhi ko aj
Badlega rang aj se har ek Faqeer ka
Islam khoon rota hai Quran huwa shaheed
Shahe zaman yun kartey hein mattam wazeer ka
Zainab rida ko thaam ke kehti thi baar baar
Zamin hai abse parde ka ghazi Shabeer ka
Abbas e Bawafa ke sabr ka hai imtehaan
Kaise uthake layengai lasha wo peer ka
Jab pursa dene Eid pe aya nahi koi
Zainab ko ilm hogaya apne aseer ka
Agey Hassan Hussain hein pichey se jibraeel
Taboot uth raha hai Nabi ke safeer ka
Meesam ye sheh saware arab ki judai hai
Quddam lafz rotay hai har ek tehreer ka
[Marqad e paak] Noha lyrics
Marqad e paak se ya syedey abrar utho
Qatl masjid mei howe hydere karar utho
Sar do para howa sajdey shahey yazdan ka
Murtuza quld ko jane ko hai taiyar utho
Kon allah ke lashkar ka uthayega alam
Apke paas ab ata hai alamdar utho
Zakhmi hoker bhi na sajde se uthaya sarko
Sar uthane k liye ahmed e moqtar utho
Shahadat mola ali, 21 ramzan, shahadat imam ali, imam ali quotes, imam ali sayings,
ali meaning in urdu, imam ali, mola ali, ali mola, ali ibn abi talib
-------------------------------------------------
Copyright strictly prohibited
© Copyright Information:
• All Rights of Nauhas, artwork, logo, audio & video are reserved by Mir Meesam Abbas

Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: