Unfiltered Talk | Life Is Unscripted & I’m Learning | MF16
Автор: Manisha Fiitzen
Загружено: 2026-01-20
Просмотров: 8
Perfect time kabhi nahi hota.
Is video me maine wahi baatein share ki hain jo us waqt mere dimaag aur dil me chal rahi thi.
Life unscripted hoti hai — aur usi process me seekhne ko milta hai.
Nervous feel hota hai, doubts aate hain, log dekhte bhi hain…
par phir bhi khud ko motivate karna padta hai.
Is journey me:
self-respect seekhi
excuses ko side rakha
attention ki expectation chhodi
aur process par trust kiya
Main grateful hoon is time ke liye,
apne phone, camera aur technology ke liye
kyunki isi ke through main apni reality, struggle aur starting journey share kar pa rahi hoon.
Ye video kisi ko impress karne ke liye nahi hai.
Bas apni baat rakhne ke liye hai —
real, raw aur unfiltered.
Video pasand aayi ho toh
@manishafiitzen ko SUBSCRIBE karo.
#UnfilteredTalk
#LongFormatVideo
#UnscriptedLife
#CreatorJourney
#SelfRespect
#NoExcuse
#RealTalk
#HonestSharing
#MF
#MF16
#manishafiitzen
Thank you for your time 🤍
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: