Aaghaz Ho Raha Karbala Ki Kahani Ka | Matami Sangat Khan Tassaduq Khan | Emotional Noha Najaf
Автор: FK Studio
Загружено: 2025-03-08
Просмотров: 1889
#fkstudioazadari #AaghazHoRahaHai #MolaAli
#21ramzan
Aaghaz Ho Raha Karbala Ki Kahani Ka" | Matami Sangat Khan Tassaduq Khan | Emotional Noha Najaf
`#MatamiSangat` `#KhanTassaduqKhan` `#Lahore` `#Noha` `#Muharram2023` `#Muharram1445` `#ImamHussain` `#Karbala` `#AghazEKarbala` `#Azadari` `#HussainiSacrifice` `#IslamicRemembrance` `#EmotionalLatmiyat` `#YaHussain`
---
🕊️ Witness the powerful beginning of Karbala’s story with the soul-stirring Noha "Aaghaz Ho Raha Karbala Ki Kahani Ka" by **Matami Sangat Khan Tassaduq Khan Lahore**, commemorating the tragedy of Imam Hussain (AS) and his companions during Muharram.
💔 This heartfelt elegy marks the start of the Karbala narrative, reflecting on the sacrifices of the Ahlul Bayt and the timeless lessons of justice and resilience. Perfect for Majlis gatherings, Azadari processions, or personal reflection.
🔔 *Subscribe* for more Nohe, Latmiyat, and Islamic content:
❤️ *Like**, **Comment**, and **Share* to honor the legacy of Imam Hussain (AS) and spread the message of Karbala.
⚡ *Turn on notifications* to stay updated with our latest uploads.
📍 **About Matami Sangat Khan Tassaduq Khan**: A revered group from Lahore dedicated to preserving the tradition of Azadari through soulful Nohe and Latmiyat, keeping the spirit of Hussaini sacrifice alive.
📌 **Tags**: Karbala Ki Kahani, Matami Sangat Lahore, Khan Tassaduq Khan, Muharram 2023, Karbala Tragedy, Imam Hussain AS, Azadari, Hussaini Sacrifice, Islamic Elegy
---
آغاز ہو رہا ہے کـربل کی کہـانی کا
لوگوں یہ جنازہ ہے اسلام کے بانی کا
بی بی نے کہا بابا کربل میں چلے آنا
منظر میں دکھاؤں گی اکبرؑ کی جوانی کا
کٹ جائيں گے بازو بھی عباسؑ باوفا کے
کوزوں سے ہوگا جھلنی مشکیزہ وہ پانی کا
بکھرے گا کربلا میں قاسم کے سر کا سہرا
خوشیاں سمیٹ لے گا عالم وہ ویرانی کا
روتے تھے فرشتے بھی تھا ارض و سماں لرزہ
تابوت اٹھ رہا ہے عمران کے جانی کا
تاحشر میرے مولا مشتاق رہوں تیرا
مل جاۓ شرف مجھ کو بس تیری غلامی کا
آغاز ہو رہا ہے کـربل کی کہـانی کا
لوگوں یہ جنازہ ہے اسلام کے بانی کا
Aghaaz hoo raha hai Karbal ki kahani ka
Logo yeh janaza hai islam ke bani ka
1. Bibi ne kaha baba Karbal me chale aana x2
Manzar mai dikhaaongi Akbar ki jawani ka
Aghaaz hoo raha hai Karbal ki kahani ka
Logo yeh janaza hai islam ke bani ka
2. Kat jaaenge bazoo bhi Abbas-e-baawafa ke x2
Teeron se hoga chalni mashkiza wo pani ka
Aghaaz hoo raha hai Karbal ki kahani ka
Logo yeh janaza hai islam ke bani ka
3. Bikhrega Karbala me Kasim ke sar ka sehra x2
Khushiya samet lega alam woh viraani ka
Aghaaz hoo raha hai Karbal ki kahani ka
Logo yeh janaza hai islam ke bani ka
4. Rote the farishte bhi ta arzo-sama larzaa x2
taaboot uth raha hai Imraan ke jaani ka
Aghaaz hoo raha hai Karbal ki kahani ka
Logo yeh janaza hai islam ke bani ka
5. Ta hashra mere maula mushtaq raho tera x2
Mil jaae sharaf mujko bas teri gulami ka
Aghaaz hoo raha hai Karbal ki kahani ka
Logo yeh janaza hai islam ke bani ka
Aghaaz hoo raha hai Karbal ki kahani ka
Logo yeh janaza hai islam ke bani ka
• Roi Jab Ladli Muhammad Ki Sara Darbar Musk...
• Jub Mujy Aap Kay Qatil Nay Hai Mara Baba |...
This content memories us of the sacrifices of Hazrat Imam Hussain AS in the battle of Karbala. we are all sorrowful for the death of the martyr of Karbala.
our channel brings harmony and a message of peace to the entire world.
Our message is peace for everyone.
Please subscribe to our channel for Top Matami Sangat and Majalis in Pakistan. • Allama Ghazanfar Abbas Tonsvi I Topic Wily... / fakharabbas007
Youtube Channel Link:
FaceBook Channel Link: / matam.ya.hussain.as
FaceBook Channel Link: / fk-studio-128423869390003
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: