Karbala Se Laye Gaye Imam Ali, Imam Hussain Aur Hazrat Abbas Ke Haram Ke Qadeem Frames | Rare
Автор: Punjtan Tabarukat
Загружено: 2026-01-13
Просмотров: 46
Is video mein hum aap ko Karbala Muqaddasa se laye gaye Imam Ali علیہ السلام، Imam Hussain علیہ السلام aur Hazrat Abbas علیہ السلام ke haram ke qadeem aur muqaddas utre hue bade frames dikha rahe hain.
Yeh frames apni tareekhi ahmiyat, roohani noor aur qeemti yaadon ki wajah se bohat hi khaas hain.
Har frame apne andar Karbala ki mitti, wahan ki fiza aur Ahl-e-Bait se mohabbat ki kahani bayan karta hai۔
Agar aap Ahl-e-Bait se muhabbat, Karbala ki ziyarat aur Islamic tareekh mein dilchaspi rakhte hain to yeh video zaroor dekhein۔
Video ko Like, Share aur Channel ko Subscribe karna na bhoolen
#Karbala
#ImamAliAS
#ImamHussainAS
#HazratAbbasAS
#HaramKarbala
#ZiyaratKarbala
#Ahl_e_Bait
#MuqaddasNishaniyan
#IslamicHistory
#ShiaContent
#KarbalaSeLayeGayeFrames
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: