आपने पहले कभी नहीं बनाई होगी यह रेसिपी | चावल के आटे की नई रेसिपी Healthy Recipe
Автор: Rakhi bhadani- Cook
Загружено: 2026-01-16
Просмотров: 28
आपने पहले कभी नहीं बनाई होगी यह रेसिपी | चावल के आटे की नई रेसिपी Healthy Recipe @Rakhibhadani-cook
Aaj ki recipe bilkul hi alag aapne pahle nhi banakar khayi hogi, Pasta macroni to apne bhut banakar khaya hoga ek baar meri ye healthy recipe ❤️ jarur banakar khaeye,
bhut hi Healthy or testy hai 😋
sabse phle hum chabal ka aata taiyar karenge ek kadahi me 1 ,glass pani ubaal lenge, fir usme hum ,500g.m chabal ka aata dalkar thodi der acche se milakr alag bartan me thande hone keliye rakh denge,
fir use चाकू ki सहायता se chote,2 shapes me kat kar lenge or use soft hone tak garam pani me ubaal lenge, fir use thanda hone denge
ab Ham ek kadhai garam karenge, fir us mein Tel ,jeera ,Kati Hui lahsun, Kati Hui pyaz, gajar, shimla mirch , dalkar thodi der fry lenge,
aur FIR usmein Ham soya sauce , chilli sauce , tomato sauce , corn flour Banakar dalenge fir use hum acche se chalate hue Mila lenge,
aur fir Ham usmein chawal ka jo pitha banae the use dalenge or thodi der paka lenge ,or upar se hum kalimirch ka powder, Namak dalenge or Mila lenge ab hamara new recipe bankar taiyar hai ❤️😋 #Pastakinewrecipen ewrecipe #cooking #youtubeshorts #shortsvideo #newrecipe #
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: