300 Saal Purani Gaga Hosiyar Peer Dargah | Jahan Har Dua Qubool Hoti Hai | Pethapur Gandhinagar
Автор: Ahmedabad ke auliya
Загружено: 2025-07-29
Просмотров: 549
Assalamualaikum doston!
Main aaj aapko le chala hoon ek roohani safar par – Gaga Hosiyar Peer Bawa Dargah, jo ke Pethapur, Gandhinagar me sthit hai.
Yahan log apni muradon ke liye dua karne aate hain aur yakeen rakhte hain ke har dua qubool hoti hai.
Main yeh ziyarat mere mama ke saath ki aur dil ko sukoon mila.
Dargah ka mahol, jungle jaisa sukoon, aur ek alag hi roohani noor mehsoos hua.
Agar aap bhi kisi roohani jagah ki talaash me hain, toh yeh video zaroor dekhiye!
Video ko like karein, comment karke batayein aap yahan kab gaye the, aur channel ko subscribe zaroor karein.
Ya Allah sabki dua qubool farma 🙏
#gandhinagar agahosiyarpeerbawa
#pethapur #gandhinakar #dargahvlog #sufidargah #roohanisafar #indianvlogger #ziyartvlog #muradqubool #spiritualvlog #hindudargah #viralvlog #shorts #reels
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: