TEXTJOIN Formula Explained: Ab Concatenate Bhool Jaoge!
Автор: COMPUTER LAB
Загружено: 2025-12-29
Просмотров: 410
Doston, aaj ki is video mein hum MS Excel ke ek bahut hi kamal ke aur useful formula TEXTJOIN ke baare mein baat karenge. Agar aap Excel mein multiple cells ka data ek saath merge karna chahte hain aur beech mein Comma (,), Space, ya Dash (-) lagana chahte hain, toh TEXTJOIN aapka ghanton ka kaam seconds mein kar sakta hai.
Bahut se log aaj bhi purana CONCATENATE function use karte hain, lekin TEXTJOIN usse kahin zyada advance aur easy hai. Is tutorial mein maine step-by-step samjhaya hai ki:
TEXTJOIN formula kya hai?
Iska Syntax kaise kaam karta hai?
Empty cells ko ignore kaise karein?
Real-life examples ke saath demo.
[Topics Covered in This Video]
How to use TEXTJOIN function in Excel.
How to merge multiple cells with delimiters (Comma, Space, etc.).
How to ignore empty cells while joining text.
Excel tips and tricks for 2025.
Agar aapko koi bhi sawal (query) ho, toh niche comment box mein zaroor puchein. Main aapki help karne ki puri koshish karunga.
#MSExcel #TEXTJOIN #ExcelTutorial #LearnExcel #ExcelHindi #ExcelTricks2025 #ExcelFormulas
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: