Sirf 10 Murghiyon Se Kamai | Pakistan Ka Desi Poultry Formula
Автор: Noob Farmer
Загружено: 2025-12-31
Просмотров: 397
Aksar log samajhte hain ke poultry main kamai sirf tab hoti hai jab bohat zyada murghiyan hon.
Lekin asal reality kuch aur hai.
Is video main aap dekhein ge:
Sirf 10 murghiyon se kamai ka poora system
Pakistan ke mosam aur environment ke hisaab se desi poultry formula
Murghi anda kyun deti hai aur kab band karti hai
Feeding, routine aur galtiyan jo log roz karte hain
Kam investment main steady income ka practical tareeqa
Ye video un logon ke liye hai:
Jo poultry farming start karna chahte hain
Jo kam paisay main kaam shuru karna chahte hain
Jo desi murghiyan palte hain
Jo YouTube pe fake claims se thak chuke hain
Is video main koi shortcut nahi,
sirf real system bataya gaya hai jo Pakistan ke halaat main kaam karta hai.
👉 Video ko end tak zaroor dekhein,
kyun ke har hissa aglay hissa se connected hai.
👇 Comment main likhein:
“10 Murghi System”
Aur channel ko subscribe karein, kyun ke agli videos main:
Complete feeding chart
Garmi aur sardi ka routine
Murghi ki bimari se bachao
detail main bataya jaye ga.
#viralvideo
#chicken
#birds
#10murghi
#poultryfarming
#desimurghi
#murghipalan
#andayerozgar
#poultrybusiness
#ekmotahathighumechaladesipoultry
#chickenfarming
#smallbusinesspakistan
#gharbethekamai
#poultrytips
#andayerate
#farmingpakistan
#desifarming
#poultryincome
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: