Village Vibes, Animals & Online Shopping Scam 😤 | Mini Vlog 17
Автор: Aakash Chhikara Vlogs
Загружено: 2026-01-18
Просмотров: 66
Aaj ka Mini Vlog 17 full of fun, surprises aur thoda sa shock 😅
Vlog ki shuruaat hoti hai jab main Sarthak ke saath apne Gher jaata hoon, jahan hum jhule, swing, slide aur seesaw par mast fun karte hain 🎠
Wapas aate hue raaste mein ek cute Golden Retriever 🐶 milta hai aur thodi door bandar (monkeys) bhi dikh jaate hain 🐒
Dopahar mein jab main apna online order receive karta hoon, tab pata chalta hai ek scam 😡
Maine 2 products order kiye the, lekin sirf 1 hi deliver hua — very bad experience with Portronics.
Shaam ko main Kanjawla jaata hoon, apni telecom shop visit karta hoon aur kuch new mics leta hoon 🎤
Uske baad thoda sa roll, phir bus se ghar wapas — aur issi ke saath din ho jaata hai khatam ❤️
Agar vlog pasand aaye to
👍 Like | 💬 Comment | 🔔 Subscribe zaroor karna
#MiniVlog17 #AakashChhikaraVlogs #DailyVlog #VillageVlog #OnlineScam #Portronics #DogLover #GoldenRetriever #Monkeys #Jhula #EveningVibes
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: