Ayatul Kursi Loop 28 Minute | Best For Sleep, Stress Relief & Protection
Автор: Soulful Quran Studio
Загружено: 2025-11-27
Просмотров: 135
Bismillah Hir Rahman Nir Raheem
Ayatul Kursi (Surah Al-Baqarah Ayat 255) Allah ki sab se bari ayat hai.
Nabi ﷺ ne farmaya: Jo shakhs har farz namaz ke baad Ayatul Kursi parhega, usay jannat mein dakhil hone se sirf maut rok sakti hai.
Yeh 28 minute ki loop tilawat khas tor par un logon ke liye banayi gayi hai jo:
Neend nahi aati ya neend mein pareshani hoti hai
Tension, depression ya dar lagta hai
Ghar mein hifazat, sukoon aur barkat chahte hain
Background mein chala kar dil ko sukoon dena chahte hain
Raat ko sote waqt, parhai ke dauran, ya din mein kabhi bhi laga kar chor dein.. dil aur dimagh dono ko sukoon mile ga InshaAllah
Allah hum sab ko apne hifz o aman mein rakhe aur apni rehmat se nawaze. Ameen
Agar pasand aaya to Like 👍 Share aur Subscribe zaroor kar den
Bell icon bhi daba den taake nayi relaxing tilawatein turant milti rahen
#AyatulKursi #RelaxingQuran #QuranForSleep #AyatulKursiLoop #28MinuteLoop #AyatAlKursi #NeendKeLiyeQuran #SukoonKiTilawat #HifazatKiDua #IslamicRelaxation #QuranLoop
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: