EPISODE :- 109 Raat Ka Safar Fail, Subah Pahunch Gaye Takhta Shri Hazur Sahib Nanded
Автор: BABA JI 1101
Загружено: 2025-12-31
Просмотров: 1030
Zindagi ke is safar mey maine ek alag hi panga le liya
Raat ko ride start karne ka plan tha par thand aur thakaan ne saath nahi diya
Raat ke andhere mey raste mushkil lagne lage
Isliye maine raat ko safar rok kar subah ka intezar kiya
Subah ki roshni ke saath naya josh bhi aa gaya
Fresh mind aur nayi umeed ke saath fir se ride shuru ki
Rasta lamba tha par man bilkul shaant
Har kilometer ke saath himmat aur vishwas badhta gaya
Ye safar sirf ride ka nahi tha balki sabr ka bhi tha
Kai soch aayi par manzil yaad rahi
Aakhir kaar wahi pal aaya jiska intezar tha
Sachkhand Shri Hazur Sahib ki pavitra dharti nazar aayi
Takhta Shri Harmandir Sahib Abchal Nanded pahunch kar sukoon mil gaya
Is jagah par aakar safar ki saari thakaan khatam ho gayi
Waheguru ka shukar hai jis ne yahan tak pahunchaya
Ye safar zindagi bhar yaad rehne wala hai
Umeed hai aapko ye journey pasand aayegi
Agar video achi lage to like share aur subscribe zaroor karna
Aapka pyaar hi meri taqat hai
Mail
jagnoop1101@gmail.com
Instagram
babaji_1101
THANKX for watching
Waheguru ji ka shukar, safar yahin khatam par yaadein hamesha saath
#nightride #morningride #hazursahib #nanded #takhtshrihazursahib #takhtashriharmandirsahib #sikhhistory #sikhyatra #spiritualjourney #indiatour #indiatourvlog #soloride #lunaride #bikerlife #desitravel #punjabivlog #travelvlogindia #faith #waheguru #safarnama
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: