Hazrat Umar Farooq (RA) Ka Darya Neel Ko Khat | Iman Afroz Waqia | Islamic Story
Автор: Fazail E Amal
Загружено: 2026-01-13
Просмотров: 107
Hazrat Umar Farooq (RA) Ka Darya Neel Ko Khat | Iman Afroz Waqia | Islamic Story
#عمر #اسلام #واقعہ
📝 Description
Yeh iman afroz waqia Hazrat Umar Farooq رضی اللہ تعالیٰ عنہ ke daur-e-khilafat ka hai jab Misr ke log Darya Neel ke band ho janay par pareshan thay. Purani rasoom ke mutabiq insani qurbani di jati thi lekin Islam ne is jhooti rasam ko khatam kar diya. Hazrat Umar (RA) ne aik khat likh kar Darya Neel mein dalwaya jismein sirf Allah par yaqeen aur tawakkul ka paigham tha. Allah ke hukum se darya behna shuru ho gaya. Yeh waqia humein sikhata hai ke qudrat sirf Allah ke qabze mein hai.
Is video ko akhir tak dekhein aur iman ko taqat dein.
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: