Gaon Ki Zindagi ❤️ | Talwar Bandha Village | Kishanganj Bihar Vlog
Автор: Ride With Sher
Загружено: 2026-01-15
Просмотров: 19
Namaskar dosto 🙏
Is video mein maine aapko apne pyare gaon Talwar Bandha ka pura tour karwaya hai.
Aap is video mein gaon ka chauk, sadkein, log aur gaon ka mahaul dekh sakte hain.
Talwar Bandha gaon Motor Block, Kishanganj Zila (Bihar) mein sthit hai aur Nepal Border ke bilkul paas hai.
Gaon ki shanti, sadgi aur mitti ki khushboo is video mein mehsoos hogi ❤️
Agar aapko gaon village vlog, Bihar ke gaon, ya Nepal border area dekhna pasand hai to
👉 Video ko LIKE karein
👉 Channel ko SUBSCRIBE karein
👉 Comment mein batayein aapko video kaisa laga
Dhanyavaad 🙏
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: