BIGBANG THEORY EXPLAINED IN HINDI (हिन्दी)
Автор: EXISTENCE
Загружено: 2021-12-23
Просмотров: 11
is video mein hum bigbang se kaisse brahman ka niramn huwa iskw bare ma janenge.
jab hum aasmaan me beshumar tare dekhte hue kalpana karte hain
hamare maan me anaek prashna paida hote hain
ye brahman ka niramn kaise hua
ye kitne dur tak faila hai
kya sirf humhi baudhik pradi hai ya aur bhi hai is brahman me
lekin vastav me ye brahman etna bada hai ki kalpana se mapa nahi ja sakta hai
ye sab baigyanik aur khojkarta ke liye chunauti ka bisaya hai
ye ananta brahman mein hamare prithvi ek kand se bhi chota hai
birath brahman ke gairahai mein kahi prakashman ujala hai toah kahi andhakar
kahi karaud degree celcius temp hai toh kahi atyadhik thand
kahi toh hamare surya se bhi karaudau guna bade tare hai
toh kahi baraf se bhi thandi grah
kahi jewan ka astitwa hai toh kahi samaya ka bhi astitwa nahi hai
brahman ki baat karte huyw hame 2 chije samjhni hogi ek drishya brahman aur adrishya brahman
drishya barahman jisko hum dekh sakte hai jiska utpati bigbang k maha bishphot se huwa hai
jaise ki garaha , tare, aaksashganga ,niharika ,prakash ,gati ,samaya ,gurutwo akarashan, aadi
adrishy brahman drishya brahman ka bistar k bahar ke agyat jagah ko kaha jata hai
hamare is drishya brahman ke bahar agyat aur adrishya brahaman me kya hai kisi ko bhi pata nahi hai.
music:
https://www.bensound.com
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: