You have to change yourself 💪 || खुद को बदलना होगा ✨ ||
Автор: It's Mahima😍
Загружено: 2025-12-03
Просмотров: 13
How to stay away from Negative People's ?
1. Set clear boundaries :- Aap samne wale ko kitna bhi q na jante ho fir chahe wo aapka koi family member ho friends ho koi bhi ho ek boundaries set krna bhut jaruri hai.
jb aap apne aap ke loye stand lena suru kroge to kisi ki himat ni h ki aapko kuch bol kr chala jaye.✅
2. Don't absorb their energy :- Hum sb jb bhi kosi ke sath jada ghul mil jate hai to uski jo adate h wo bhi hamare andar aa jati hai aur yhi facts hai isliye esse logo ke sath time spend kro jo aapko uplift krne me help kro. 🤝
3. Avoid unnecessary arguments :- Firstly, dekho jo jesa hai wese hi rhne wala hai aapke khne se wo apna mindset change ni karega isliye khud hi apna ek alg rasta nikal lo koi kich bhi bole aapne aap ko itna strong bana lo ki samne wale ki baate aap pr effect hi na kre. 😎
Jb aap ye samjh jaoge ki samne wala mere liye exist ni krna to uski khi koi bhi baat aapko buri lgegi hi ni. 😄
4. Don't take their word personally :- Kisi ki khi koi baat personally lene ki jarurat ni hai qki kuch baate ek kaan se sunkar dusre kaan se nikalana bhut jaruri hota hai. Log apne mindset ke hisab se baate banate aur bolte hai unhe aapki reality ni pta hoti. 😍
5. Trust your intuition :- kbhi kbbi hamari ankhe👀 dhokha kha skti hai pr hamara intuition kbhi
glt ni ho skta. Bhut baar hum sabka sochne ke chakar me aapna sath glt kr badhte hai.
Isliye hamesa aapne aap pr yakin kro qki aap khud ko jitna behat jante ho utna aur koi bhi ni janta. 👐
Always remember one thing -
Nothing Can Stop You From Achieving Your Dreams. 💪
#shorts#motivation#examtime#study#inspirirng#dreams#focus#success#truth#reality#sprituality#content#utubevideos#viral
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: