📱 Jo Log Mobile Mein Quran Padhte Hain Sunle! | Kya Ye Sahi Hai? | Zaroori Paigham | Adv. Faiz Syed
Автор: faiz syed 05
Загружено: 2025-10-16
Просмотров: 3651
Aaj kal har Musalman ke paas mobile hai, aur log usi par Quran padhte hain.
Lekin kya aapko maloom hai — mobile par Quran padhna ke kuch adab (etiquettes) bhi hote hain?
Is bayan mein Adv. Faiz Syed ne bohot ahm baatein batayi hain:
✨ Kya mobile se Quran padhna jaiz hai?
✨ Wuzu ke bagair Quran app kholna sahi hai ya nahi?
✨ Mobile Quran aur Mushaf Quran me kya farq hai?
✨ Mobile par Quran padhte waqt kya adab zaroori hain?
💡 Quran sirf padhna nahi, izzat aur adab ke sath padhna chahiye!
Ye video har us Musalman ke liye hai jo Quran se mohabbat karta hai aur har waqt use apne saath rakhta hai.
🔔 Subscribe kijiye taake aapko aur Islamic awareness videos milte rahein.
👍 Like & Share karein taake ye zaroori paigham sab tak pohonche.
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: