Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
dTub
Скачать

Hoga Na kabhi Ye Islam Khatam | Nova Afzi | Best Islamic Nazam 2025

Автор: NOVA AFZI

Загружено: 2025-12-06

Просмотров: 12552

Описание:

Hoga Na kabhi Ye Islam Khatam | Nova Afzi | Best Islamic Nazam 2025
Nazm Credit
Writer And Singer - NOVA AFZI
Composer - NOVA AFZI
Music - IBRAZ HASAN
Recorded At - KUMAR STUDIO

Listen This On Spotify -
Slower Version Link -
https://open.spotify.com/track/3DCBWZ...

Nazm Pasand aayi ho to coment aur share zarur karna.
Is channel ko subscribe zarur karen.

Mujhe insta par yahan se follow karen

https://www.instagram.com/nova_afzi?i...

First Reel on this nazm

https://www.instagram.com/reel/DRzkTp...


#newislaminazam #novaafzi #bestnazm2025 #hoganakabhiyeislamkhatam

© 2025 Nova Afzi. All Rights Reserved.

All content in this video — including lyrics, vocals, audio, visuals, and overall concept — is protected by copyright.
No part of this work may be copied, reproduced, re-uploaded, remixed, recreated, or distributed without prior written permission from Nova Afzi.

Unauthorized use will result in copyright strikes, content removal, and may lead to legal action under copyright laws.

For official permission or business inquiries:
[email protected]



Nazm Lyrics

Suraj ko bujhaane ki tamanna,
Dariya ko sukhane ki tamanna,
Rakhte ho zaalim-o-zehan mein tum,
Islam mitaane ki tamanna.

Yeh khwahishein tumhaari,
Barbaad tumhe karke hi dikhayengi,
Bas naare Jahannam —
Ae dushmane-Islam…

Ae dushmane-Islam, tu bhi khatam, tera kissa khatam,
Hoga na kabhi, yeh Islam khatam,
Hoga na kabhi, yeh Islam khatam.

Firaun khatam, Namrood khatam,
Jaane kitno ka naam khatam —
Hoga na kabhi, yeh Islam khatam,
Hoga na kabhi, yeh Islam khatam.

Jannat hai humaari, dozakh hai tumhaara,
Tum jaante nahi ho rutba humaara,
Humko Khuda humaara kaafi hai sahaara,
Namrood ko jisne machchar se tha maara.

Aukat kya tumhaari,
jo hamse ladoge
dozakh me jaloge sad sad ke maroge

Ae dushmane-Islam, teri zaat khatam, tera naam khatam,
Hoga na kabhi, yeh Islam khatam…

Khatm saazishen teri, nafraton ka har jaam khatam,
Hoga na kabhi, yeh Islam khatam,
Hoga na kabhi, yeh Islam khatam.


Tum faasiq ke deewane, hum Khaliq ke mastane,
Jalte nahi sholon mein Allah ke parwaane.
Saazish mashriqi ho ya chaal teri magribi
Hum jhukne wali qaum nahi — yeh jazba hai Ayyubi

Jab Lashkare-Feel aaya,
Toh aisa manzar chhaya,
Kaabe ko na chhoo paaya,
geedad ki maut paaya

Ae zaalim-o, kar lo jitna zulm, jitna sitam,
Hoga na kabhi, yeh Islam khatam…


Tumko bhi pata hai, saccha kaun Khuda hai,
Mahshar ki manzil ka Islam raasta hai.
Masjid bhi todte ho, dil bhi todte ho,
Apni barbaadi ke nishaan chodte ho.

Tum Khyber ki jung padhna,
Phir aake humse ladna,
Tareekh humaari dekhke hi baat karna.

Ae dushmane-Islam, tera jhoota ilm… toote-ga bharam,
Hoga na kabhi, yeh Islam khatam…

Hoga Na kabhi Ye Islam Khatam | Nova Afzi | Best Islamic Nazam 2025

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео mp4

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио mp3

Похожие видео

Mai Gaza Hun |  Nova Afzi | Palestine Nazm  2025 | Sad Nazm | New Nazm

Mai Gaza Hun | Nova Afzi | Palestine Nazm 2025 | Sad Nazm | New Nazm

Джем – Hoga Na kabhi Ye Islam Khatam | Nova Afzi | Best Islamic Nazam 2025

Джем – Hoga Na kabhi Ye Islam Khatam | Nova Afzi | Best Islamic Nazam 2025

Heart Touching Nasheed - Qayamat Khud Bataye Gi - Zaheer Usmani - New Naat 2025

Heart Touching Nasheed - Qayamat Khud Bataye Gi - Zaheer Usmani - New Naat 2025

Bara Mujrim Hon Mein Tera Ilahi

Bara Mujrim Hon Mein Tera Ilahi

New Best Motivational Kalam | Heart Touching Kalam | New Nasheed | La Tahzanu | Kullu Man Alaiha Fan

New Best Motivational Kalam | Heart Touching Kalam | New Nasheed | La Tahzanu | Kullu Man Alaiha Fan

Он хотел унизить ислам, но через 5 минут...

Он хотел унизить ислам, но через 5 минут...

Manqabat 2023 - Hum Ashab Ke Khadim - انا ثائر انا ثائر - Hum Siddique Umar Waley - Waseem Muavia

Manqabat 2023 - Hum Ashab Ke Khadim - انا ثائر انا ثائر - Hum Siddique Umar Waley - Waseem Muavia

We Still Rise – Serenade #69: Palestine | Powerful Cinematic Tribute Song for Freedom

We Still Rise – Serenade #69: Palestine | Powerful Cinematic Tribute Song for Freedom

سلام يا مهدي | حجازي حجازي

سلام يا مهدي | حجازي حجازي

Labbaik Ya Malikana Labbaik

Labbaik Ya Malikana Labbaik

(Official Video) Phir Maang – Islamic Nasheed (Duff Only) Kalaam Pir Naseeruddin Naseer RA | CIFIQH

(Official Video) Phir Maang – Islamic Nasheed (Duff Only) Kalaam Pir Naseeruddin Naseer RA | CIFIQH

Kabhi Mayoos Mat Hona || Don't Be Sad || By Junaid Ur Rehman || Peace Studio Official Lyrical Video

Kabhi Mayoos Mat Hona || Don't Be Sad || By Junaid Ur Rehman || Peace Studio Official Lyrical Video

New Emotional Ghazal | Aata Hai Yaad Mujh Ko Guzra Hua Zamana | Muhammad Anas Nazeer | Urdu Ghazal

New Emotional Ghazal | Aata Hai Yaad Mujh Ko Guzra Hua Zamana | Muhammad Anas Nazeer | Urdu Ghazal

Heart Touching Beautiful New Naat - Shehar e Muhabbat -Hafiz Munir Ahmed - #Madina #woshehremohabbat

Heart Touching Beautiful New Naat - Shehar e Muhabbat -Hafiz Munir Ahmed - #Madina #woshehremohabbat

Tu Shah e Khuba Tu Jane Jana | Baby Najnin | Most Beautiful Naat 2025 | New Gojol

Tu Shah e Khuba Tu Jane Jana | Baby Najnin | Most Beautiful Naat 2025 | New Gojol

Жизненно меняющий тасбих после Аср–Сура Аль-Кавсар и Имена Аллаха для пропитания, богатства и успеха

Жизненно меняющий тасбих после Аср–Сура Аль-Кавсар и Имена Аллаха для пропитания, богатства и успеха

Mustafa Mustafa Naat |  Eid miladunnabi 2025 | Nova Afzi | Sayed Mohsin Naqwi | New Naat 2025

Mustafa Mustafa Naat | Eid miladunnabi 2025 | Nova Afzi | Sayed Mohsin Naqwi | New Naat 2025

Атлантида не утонула. Она всё это время была ЗДЕСЬ | ПРОЕКТ №3

Атлантида не утонула. Она всё это время была ЗДЕСЬ | ПРОЕКТ №3

От врагов до верующих — 10 обращений в Ислам, которые потрясли всех

От врагов до верующих — 10 обращений в Ислам, которые потрясли всех

Mola Maan Jaa | Soulful Sufi Qawwali 2025 | Ishq & Ilahi Vibes

Mola Maan Jaa | Soulful Sufi Qawwali 2025 | Ishq & Ilahi Vibes

© 2025 dtub. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]