How to do umrah without agent | Visa Apply online | cheapest umrah
Автор: Madina vlogs
Загружено: 2025-09-22
Просмотров: 239
Umrah visa 2025 ke liye Saudi Arabia ne naya rule announce kar diya hai 🚨 Ab sirf visa apply karna possible nahin — ab aapko Nusuk Masar app ke zariye approved hotel booking bhi karni hogi ✅. Iss video mein main step by step explain kar rahi hoon ke:
Nusuk app se visa aur hotel booking kaise hoti hai 🕌
Pakistan se apply karne walon ke liye latest requirements kya hain
Agent ke baghair Umrah visa lena mumkin hai ya nahin
Konsi mistakes se bachna zaroori hai ✋
Agar aap 2025 mein Umrah ki tayyari kar rahe hain to yeh video aap ke liye bohot important hai.
👉 Video ko like karein, share karein aur channel subscribe karein taake aapko har nayi update sabse pehle mile.
#umrah2025
#Umrah visa 2025
Nusuk app Pakistan, Umrah visa new rules, Saudi Arabia Umrah visa update, Umrah visa hotel booking, Nusuk Masar app, Umrah visa Pakistan latest, Saudi Umrah requirements 2025, Umrah visa without agent, Umrah visa processvel
#UmrahPakistan #umrahupdate #UmrahVisa #HajjUmrah #makkahmadinah
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: