Saudi Mein Ek Pyaari Shaam 💖 | Baba ke Saath Drive, Mall aur Grocery Shopping 🍅🛒
Автор: Hamari Zindagi Saudi Mein 🇸🇦
Загружено: 2026-01-09
Просмотров: 122
#saudiarabia #urduvlog #reallifevlogs
Assalaam o Alaikum 🌙 guys!
Welcome to our YouTube channel 💛
Aap sab kaise ho?
Umeed hai aap sab khairiyat se honge ✨
In today’s vlog,
Hum Baba ke saath ek peaceful long drive par gaye 🚗
Phir hum mall stop karte hain, jahan Bath & Body Works se humne kuch achi si cheezein pick ki
Uske baad hum Albaik rukte hain aur unke mazedaar burgers enjoy kiya 🍔 honestly, Albaik ke baghair Saudi ka din adhoora lagta hai 😄
Phir hum grocery shopping ke liye jaate hain, thora explore karte hain, essentials lete hain aur end mein ghar wapas aa jaate hain 🛒
Aakhir mein hum ghar aate hain, thakay hue lekin bohot khush 🤍
Aur sab mil kar dinner karte hain 💕 ek simple din ki perfect ending ✨
Agar aapko family vlogs, expat life aur Saudi Arabia ki real everyday life pasand hai,
toh like, share aur channel ko subscribe zaroor karein 🌸
“Yeh safar un sab ke liye hai jo ghar se door apna ghar banate hain.”
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: