Sodi Nizam V/s Islamic Nizam ❓ | سود کی تباہی | M Ilyas Tv
Автор: Dawat e Deen • 125 K views 15 hours ago
Загружено: 2025-09-11
Просмотров: 29
Sodi Nizam V/s Islamic Nizam
Kya aap ne kabhi socha hai ke duniya mein chand log kharbon ke malik kyun hain jabke karoron log bhook se mar rahe hain?
Ye hai Sarmayadari Nizam — jo sood aur zulm par khara hai aur insaan ko insaan ka ghulam bana deta hai.
Is video mein hum dekhenge:
🔸 Sarmayadari nizam ki asal haqeeqat
🔸 Sood ka nuqsan aur Quran o Hadees ka wazeh hukum
🔸 Ghareeb mumalik par qarzon ke jaal ki haqeeqat
🔸 Islami moashiat ka adilana nizam aur Zakat, Warasat aur Tijarat ke usool
🔸 Madina ki riyasat ka model aur aaj ke dor mein is ki zarurat
Aakhri mein hum aap se ek sawal poochain ge:
Kya hum maghrib ke soodi nizam ke ghulam rahenge ya Islam ke adal o insaf wale nizam ko apnaenge?
📌 Puri video dekhein aur comments mein apni raye zaroor dein.
📌 Channel ko subscribe karein taake aisi mazeed Islami aur Ilmi videos aap tak pohonchti rahen
SarmayadariNizam
#IslamiMoashiNizam
#SoodKiHurmat
#GurbatKaHal
#IslamicVideo
#milyastv
#Zakat
#AdalOInsaf
#IslamiTaleemat
#IslamiMoashiyat
#milyastv
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: