45 UP Pakistan Express – 2 Narrow Escapes & Why We Were 45 Minutes Late | Karachi Cantt to Rohri JN
Автор: RIZWAN TAHIR
Загружено: 2024-09-12
Просмотров: 19045
Is video mein, mein aap ko 45 UP Pakistan Express ke safar par le kar ja raha hoon, jahan hum Karachi Cantt se Rohri Junction tak ka safar karte hain. Is safar ke dauran do afraad bal bal train ki zad mein anay se bach gaye, aur humein 45 minute ki takheer ka samna karna para. Janeye train late hona ki wajah aur railway ke staff ne is surat-e-haal ko kaise sambhala. Yeh video Pakistan Railway ki rozmarrah ke challenges aur haqiqaton par roshni daalti hai.
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: