Jaun Elia Best Poetry | Naya Aik Rishta Paida Kyun Karen Hum | Heart Touching Urdu Shayari
Автор: Aesthetic Poetry & Quotes
Загружено: 2025-10-25
Просмотров: 890
Jaun Elia ki mashhoor aur dil ko choo lenay wali nazm "Naya Aik Rishta Paida Kyun Karen Hum" aapke liye lekar aaye hain.
Ye nazm mohabbat, tanhaai aur jazbaat ka aisa izhar karti hai jo har dil ko choo jata hai.
naya ik rishta paida kiyun karain ham
bicharrna hai tu jhaggra kiyun karrain ham
khamoshi say ada ho rasm e durri
koi hangama barpa kiyun karrain ham
ye kafi hai kay ham dushman nahi hain
wafa dari ka dawa kiyun karain ham
wafa ikhlas qurbani muhabbat
ab inn laffzon ka peecha kiyun karrain ham
zulekhaye azizan baat yeh hai
bhalla ghatty ka sauda kiyun karain ham
hamari hi tamana kiyun karo tum
tumhari hi tamana kiyun karain ham
kiya tha ehad jab lamhon main ham nay
tu sarri umer aifa kiyun karain ham
utha kar kiyun na phainkain sari cheezain
faqt kamron main tehlla kiyun karain ham
nahi duniya ko jab parwa hamari
tu phir duniya ki parwa kiyun karain ham
barhana hain sar e bazar tu kiya
bhalla andhon say parda kiyun karain ham
hain bashinday issi basti kay ham bhi
so khud pay bhi bharosa kiyun karain ham
parri rehnay do insanon ki lashain
zamen ka bojh halka kiyun karain ham
🎧 Background music aur aesthetic visuals ke sath ye video banayi gayi hai taake aap Jaun Elia ke alfaaz ko mehsoos kar saken.
Channel ko subscribe karein aur bell icon press karein taake aur bhi classic Urdu poetry videos aap tak pohanch saken.
📜 Poet: Jaun Elia
🎙️ Poem: Naya Aik Rishta Paida Kyun Karen Hum
🎥 Presented by: Aesthetic Poetry and Quotes
Disclaimer: Please note no copyight infringement is intended, and i do not own or claim any of the music and voice recording used in this video.
Copyright Disclaimer: - Under section 107 of the copyright Act 1976, allowance is made for FAIR USE for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship and research.
Fair use is a use permitted by copyright statutes that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favour of FAIR USE.
👇 Apna favourite line comment karein aur batayein ke aapko ye nazm kaisi lagi.
#JaunElia #UrduPoetry #AestheticPoetryAndQuotes #abrarkashif #Sadpoetry
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: